BollywoodTarane

    Download Tu Ban Jayegi song

    Main Madhuri Dixit Banna 2003

    Free Tu Ban Jayegi mp3 song

    We presents for now Tu Ban Jayegi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tu Ban Jayegi
    Artist : XYZ
    Save As
    Tu Ban Jayegi Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Tu Ban Jayegi
    Song Lyrics Movie : Main Madhuri Dixit Banna Chahti Hoon (2003)
    Singer(s): Antra Mali, Rajpal Yadav, Moulina Singh, Nitin Raikwar, Nisha Lalwani, Ritika Sahani, Amit Khanduri, Raj Shekhar, Teddy Maurya,

    mp3 songs


    Ae Pata Hai Sara Gaon Teri Hi Baatein Kar Raha Hai
    tu Itna Accha Kaise Naach Leti Hai
    main To Kitni Kosis Ki Par
    tere Bas Ka Nahi Hai Yeh Sab Gajrala Ki Ek Mamuli Ladki Hat
    phir Chutki Kya Hai
    arre Yeh To Galti Se Paida Hui Gajrala Mein
    ise To Hona Chahiye Tha Bambai
    sach Didi Agar Tum Bambai Chali Jao To
    tehalka Macha Degi Aapni Chutki

    to Kare Teri Haan Teri Hai Ucheta
    ke Main Ban Ke Jahan Meri Jaan
    na Jane Kudk Ko Tu Hai Kya
    tu Hai Kya
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    sare Sapne Samne Hoge
    ek Do Teen Char Paanch Che Saat Aanth
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    hat Kuch Bhi Bolti Hai

    ae Chudiwale Chacha Aapni Chutki Madhuri Lagti Hai Ki Nahi
    bechta Hoon Chudiyan Chudiyon Ki Kasam Arre Tu Hai Kahan Madhuri Se Kam
    tu Aapni Kalyi Hilayen To Madhuri Yaad Aaye Arre Sach Keh Raha Hoon
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    sare Sapne Samne Hoge
    ek Do Teen Char Paanch Che Saat Aanth
    tu Ban Jayegi Madhuri
    tere Khaasne Mein Bhi Ek Kasis Hai
    kuwaro Ki Neeindo Pe Bandis Hai
    ghusse Mein Bhi Tu Lage Madhuri
    yeh Teri Lat Uspar Latkhat
    yeh Naina Matkaye To Madhuri Yaad Aaye
    arre To Muskaye To Madhuri Yaad Aaye
    hat Yeh Kehne Se Phir Kaise Raha Jaye

    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    sare Sapne Samne Hoge
    ek Do Teen Char Paanch Che Saat Aanth
    tu Ban Jayegi Madhuri
    arre Panditji Jara Iske Haath To Dekhna
    haan Haan Kyon Nahi Kyon Nahi
    haath To Bada Nirala Hai Nirala Hai
    yuwo Mein Tera Bolbala Hai Bolbala Hai
    jhoot Bolu To Tota Udjaye Abhi Abhi Sigrahi Tera Samay Aane Wala Hai
    aanewala Hai Aanewala Hai
    arre Dakshina To Deti Jaa
    yeh Lo Thenga

    arre O Chutki
    kya Hai
    gajab Ki Naachti Ho Gajab Ki Gaati Ho Tum
    main
    haan Tum
    ujde Hua Chehro Ko Pal Mein Khilati Ho Tum
    main
    haan Tum
    samosa Kachodi Yeh Pede Yeh Bundi Yeh Chamcham Rasgulle Barfi Mallai
    khaogi Kya Garam Garam Jalebiyan
    ya Mangwado Main Ek Chai
    hmm Badi Mithi Mithi Baatein Kar Rahe Ho
    zaroor Hoga Kuch Kaam
    meri Munnia Ki Shaadi Hai Itwaar Ki Shaam Ko
    tum Ko Naachna Hoga Tum Ko Gana Hi Hoga
    madhuri Ki Tarha Dil Behlana Hi Hoga
    arre Meri Madhuri Filmo Mein Naachti Gati Hai
    aise Waise Shaadiyon Mein Nahi
    paise Dogi To Who Maan To Aayegi
    tu Kyon Itna Itrarahi Hai
    sahi To Kehraha Hai
    raja Tum Bhi
    arre Tum Jab Chaho Humko Nacha Sakti Ho
    aur Khudke Yeh Tewar
    tewar Kyon Nahi Honge
    yeh Humare Gajrola Ki Madhuri Hai
    teri Kya Aukat Hai
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri Bambai Jane Ki Hai Deri
    tu Ban Jayegi Madhuri
    ae Madhuri Ae Madhuri Ae Madhuri




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tu Ban Jayegi mp3 song, Tu Ban Jayegi lyrics, Tu Ban Jayegi Lyrics, Lyrics Tu Ban Jayegi, Tu Ban Jayegi hindi lyrics, Tu Ban Jayegi hindi movie songs, Tu Ban Jayegi bollywood songs, Tu Ban Jayegi bollywood songs lyrics Download Tu Ban Jayegi mp3 song