BollywoodTarane

    Download Tohfa Kabool Hai Hame song

    Ghungroo 1983

    Free Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song

    We presents for now Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tohfa Kabool Hai Hame
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Tohfa Kabool Hai Hame Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Tohfa Kabool Hai Hame
    Song Lyrics Movie = Ghungroo 1983
    Singer = Asha Bhosle
    Musician = Kalyanji, Anandji
    Lyricist = Anjaan
    Cast = Shashi Kapoor, Smita Patil, Kunal Goswami,
    Komal Ranjit, Waheeda Rehman,
    Padmini Kapila
    Director = Ram Sethi
    Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics

    Mp3 Song Lyrics

    ((Yeh jashn-e-mohabbat ho mubarak ho huzur ko
    Kaise chhupaaun ko aaj khushi ke suroor ko
    Itni khushi mili ki yeh aansu machal pade
    Main khush hoon, maaf keejiye mere kusoor ko...

    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Le aaya phir wahin hamein
    Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Le aaya phir wahin hamein
    Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Tohfa kabool hai hamein...

    Anjaam hai, anjaam hai
    Anjaam hai yeh pyar ka, yeh pyar ka sila
    Kya aapse shikayatein, kya aapse gila
    Fariyad kya sunega, sunega
    Fariyad kya sunega yeh darbar aapka
    Le aaya phir wahin hamein
    Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Tohfa kabool hai hamein...

    Jee chahta aapko jee bhar ke dekh lein
    Phir zindagi mein aapse mil paayein na milein
    Shayad yehi ho aakhiri
    Shayad yehi ho aakhiri deedar aapka
    Le aaya phir wahin hamein
    Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
    Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
    Tohfa kabool hai hamein...

    Dil maange, dil de doon
    Jaan maange, jaan de doon tere liye jaan-e-jaan
    Sunle o dil jaani, main teri deewani
    Mere liye tu Khuda
    Ashkon ko peena hai, tanha hi jeena hai
    Tanha hi jee lenge hum
    Teri khushi hai to, yeh zindahi hai to
    Zakhmon ko see lenge hum
    Yeh shamma jalne do, shole machalne do
    Hai saamna yaar ka
    Ghungroo bikharne do, yeh rang chadhne do
    Bikhre lahoo pyar ka
    Alvida, alvida, alvida, alvida, alvida, alvida...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song, Tohfa Kabool Hai Hame lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame Lyrics, Lyrics Tohfa Kabool Hai Hame, Tohfa Kabool Hai Hame hindi lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame hindi movie songs, Tohfa Kabool Hai Hame bollywood songs, Tohfa Kabool Hai Hame bollywood songs lyrics Download Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song