BollywoodTarane

    Download Thaath Nawabi baat song

    Indian 2001

    Free Thaath Nawabi baat mp3 song

    We presents for now Thaath Nawabi baat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Thaath Nawabi baat
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Thaath Nawabi baat Song Lyrics
    Song lyrics Title : Thaath Nawaabi
    Song lyrics Movie/Album Name: INDIAN
    Singer(s) : ANAND RAJ ANAND AND ALKA YAGNIK

     Lyrics
    --MALE--
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai, hoye, hoye, hoye, hoye
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai
    Chunnu ki mummy, Raju ki maami
    Waah teri kya baat hai
    Hey, rootho nahin aise yaar humse
    Karo kuch pyaar vyaar humse
    Dil deewane ka todo na
    Kisko padhaaogi chehraa kitaabi
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai
    Chunnu ki mummy, Raju ki maami
    Waah teri kya baat hai

    Oh jaane jaana, maine yeh maana
    Der se aana mera rog hai puraana

    --FEMALE--
    Dekho ji peeche bilkul na aana
    Main na maanoongi na na nahin nahin na na

    --MALE--
    Maan jaao na jaaneman
    Sab tumhaara hai tan mann dhan
    Bin tumhaare hai kya mera
    Muqaddar ke taale ki tum hi ho chaabi
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai

    --FEMALE--
    Oye, hoye, hoye, hoye, hoye
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai

    --MALE--
    Ho, tumse mohabbat kitni hai humko
    Yeh jaanta hai saara zamaana

    --FEMALE--
    Haan, mujhko bataao, main na rahi to
    Kya karoge yeh saara zamaana

    --MALE--
    Main yeh maanta hoon dilbar
    Chot tumko di hai dil par
    Maafi maang loonga ghar par
    Raste pe tu na karo yeh kharaabi

    --FEMALE--
    Sau baatein karna, aur ek nibhaana
    Theek hi to hai mera rooth jaana

    --MALE--
    Maana tadapti ho, par sab samajhti ho
    Kitni mahaan ho tum jaane jaana

    --FEMALE--
    Chhodo chhodo chhodo naatak
    Yun sataaoge tum kab tak

    --MALE--
    Maan jaaogi na jab tak
    Dekho to mausam hai kitna gulaabi
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai

    --FEMALE--
    Haaye, haaye, haaye, haaye, haaye
    Thaath nawaabi, baat nawaabi
    Waah teri kya baat hai

    --MALE--
    Haaye, Chunnu ki mummy, Raju ki maami
    Waah teri kya baat hai
    Hey, rootho nahin aise yaar humse
    Karo kuch pyaar vyaar humse
    Dil deewane ka todo na
    Kisko padhaaogi chehraa kitaabi
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Thaath Nawabi baat mp3 song, Thaath Nawabi baat lyrics, Thaath Nawabi baat Lyrics, Lyrics Thaath Nawabi baat, Thaath Nawabi baat hindi lyrics, Thaath Nawabi baat hindi movie songs, Thaath Nawabi baat bollywood songs, Thaath Nawabi baat bollywood songs lyrics Download Thaath Nawabi baat mp3 song