BollywoodTarane

    Download Teri Yaad Aa Rahi Hai song

    Love Story 1981

    Free Teri Yaad Aa Rahi Hai mp3 song

    We presents for now Teri Yaad Aa Rahi Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Teri Yaad Aa Rahi Hai
    Artist : Amit Kumar
    Save As
    Teri Yaad Aa Rahi Hai Song Lyrics
    Title : Teri Yaad Aa Rahi Hai
    Movie/Album Name: LOVE STORY
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR AND AMIT KUMAR

    Female
    Yaad Aa Rahi Hai

    Male
    Yaad Aa Rahi Hai

    Female
    Teri Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai
    Yaad Aane Se, Tere Jaane Se
    Jaan Jaa Rahi Hai
    Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai

    (Pehle Yeh Naa Jaana
    Tere Baad Yeh Jaana Pyaar Mein) 2
    Jeena Mushkil Kardega
    Yeh Dil Deewana Pyaar Mein
    Jaane Kaise Saans Yeh Aise
    Aa Jaa Rahi Hai
    Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai

    Male
    (Bante Bante Dulhan
    Preet Hamaari Uljhan Ban Gayi) 2
    Mere Dil Ki Dhadkan
    Meri Jaan Ki Dushman Ban Gayi
    Kuch Keh Kehke, Mujhe Reh Rehke
    Tadpaa Rahi Hai
    Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai

    Female
    (Yeh Rut Ki Rangaraliyaan
    Yeh Phoolon Ki Galiyaan Ro Padi) 2

    Male
    Mera Haal Suna To
    Mere Saath Yeh Kaliyaan Ro Padi

    Female
    Ek Nahin Tu, Duniya Aansu
    Barasaa Rahi Hai
    Yaad Aa Rahi Hai

    Male
    Teri Yaad Aa Rahi Hai

    Female
    Yaad Aane Se, Tere Jaane Se
    Jaan Jaa Rahi Hai

    Both
    Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Teri Yaad Aa Rahi Hai mp3 song, Teri Yaad Aa Rahi Hai lyrics, Teri Yaad Aa Rahi Hai Lyrics, Lyrics Teri Yaad Aa Rahi Hai, Teri Yaad Aa Rahi Hai hindi lyrics, Teri Yaad Aa Rahi Hai hindi movie songs, Teri Yaad Aa Rahi Hai bollywood songs, Teri Yaad Aa Rahi Hai bollywood songs lyrics Download Teri Yaad Aa Rahi Hai mp3 song