BollywoodTarane

    Download Teri Meri Yaari song

    Daata 1989

    Free Teri Meri Yaari mp3 song

    We presents for now Teri Meri Yaari mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Teri Meri Yaari
    Artist : Suresh Wadkar
    Save As
    Teri Meri Yaari Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Teri Meri Yaari
    Song Lyrics Movie :Daata 1989
    Singer : Suresh Wadkar Mohammed Aziz
    Music By : Kalyanji Anandji
    Lyricist : Anjaan

    mp3 songs

    teri meri yari ye dosti hamari
    teri meri yari ye dosti hamari
    bhagwan ko pasand hai
    allah ko hai pyari
    teri meri yari ye dosti hamari
    teri meri yari ye dosti hamari
    bhagwan ko pasand hai
    allah ko hai pyari
    ye teri meri yari

    ho roshan diwali ke diyo me
    pyar hamara jagmagaye
    yaro ki yari ki ye shama
    bujhe na kisi ke bhujhaye
    ho roshan diwali ke diyo me
    pyar hamara jagmagaye
    yaro ki yari ki ye shama
    bujhe na kisi ke bhujhaye
    tu mera yar hai mera dildar hai
    janmo ka karar hai
    yar tera pyar hi hai jindagi hamari de tali
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    bhagwan ko pasand hai
    allah ko hai pyari
    ye teri meri yari

    khusiya hai idd ki adhuri
    khusiya hai idd ki adhuri
    yara tu jo gale na mil jaye
    h odata se mangu mai duaye
    tujhe meri umar lag jaye
    khusiya hai idd ki adhuri
    yara tu jo gale na mil jaye
    h odata se mangu mai duaye
    tujhe meri umar lag jaye
    tu meri jan hai mera iman hai
    tu meri aan hai yari ki shan hai
    jaha kayamat rahe salamat rahe dosti hamari
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    bhagwan ko pasand hai
    allah ko hai pyari
    ye teri meri yari
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    ye teri meri yari ye dosti hamari
    bhagwan ko pasand hai
    allah ko hai pyari
    ye teri meri yari

    Posted by: {Anju}



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Teri Meri Yaari mp3 song, Teri Meri Yaari lyrics, Teri Meri Yaari Lyrics, Lyrics Teri Meri Yaari, Teri Meri Yaari hindi lyrics, Teri Meri Yaari hindi movie songs, Teri Meri Yaari bollywood songs, Teri Meri Yaari bollywood songs lyrics Download Teri Meri Yaari mp3 song