BollywoodTarane

    Download Teri Chahat Main Dil song

    TheDon 1995

    Free Teri Chahat Main Dil mp3 song

    We presents for now Teri Chahat Main Dil mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Teri Chahat Main Dil
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Teri Chahat Main Dil Song Lyrics
    Song Title = Teri Chaahat Mein Dil Yeh
    Movie/album = The Don (1995)
    Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
    Song Lyricists = Anwar Sagar
    Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
    Director = Farogh Siddique

    Mp3 Song Lyrics

    ((Teri chaahat mein dil yeh deewana hua
    Saari duniya se mein to begaana hua
    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam

    Ho teri chaahat mein to deewani hui
    Saari duniya se mein to begaani hui
    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
    Haa teri chaahat mein dil yeh deewana hua
    Saari duniya se mein to begaana hua

    Jo na dekhi kahi aisi surat ho tum
    Mere khawabo se bhi khubsurat ho tum
    Mere bechain dil ki zarurat ho tum
    Meri jaan ho tum mohaabat ho tum
    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
    Haa teri chaahat mein to deewani hui
    Saari duniya se mein to begaani hui

    Dil tera naam leke dhadakne laga
    Pyaar hi pyaar likha do sanam har jagaah
    Aaj mausam nashe mein hai duba hua
    Koi nagma suna do mujhe pyaar ka
    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
    Haa teri chaahat mein dil yeh deewana hua
    Saari duniya se mein to begaana hua

    Yu sharama ke nazare churao na tum
    In adda o se pagal banao na tum
    Tum ko bheja hai rab ne hamare liye
    Bade bechain the hum tumhare liye
    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
    Haa teri chaahat mein to deewani hui
    Saari duniya se mein to begaani hui

    Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
    Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
    Teri chaahat mein dil yeh deewana hua
    Saari duniya se mein to begaana hua...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Teri Chahat Main Dil mp3 song, Teri Chahat Main Dil lyrics, Teri Chahat Main Dil Lyrics, Lyrics Teri Chahat Main Dil, Teri Chahat Main Dil hindi lyrics, Teri Chahat Main Dil hindi movie songs, Teri Chahat Main Dil bollywood songs, Teri Chahat Main Dil bollywood songs lyrics Download Teri Chahat Main Dil mp3 song