BollywoodTarane

    Download Tere chehre me wo song

    Dharmatma 1975

    Free Tere chehre me wo mp3 song

    We presents for now Tere chehre me wo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tere chehre me wo
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Tere chehre me wo Song Lyrics
    Song Title : Tere Chehre Mein Vo Jaadu Hai
    Movie/Album Name: DHARMATMA
    Singer(s) : KISHORE KUMAR

    Lyrics:

    Tere Chehre Mein Vo Jaadu Hai, Bin Dor Khincha Jaata Hoon
    Jaana Hota Hai Aur Kahin, Teri Oar Chala Aata Hoon

    Jab Se Tujhko Dekha Hai, Dekh Ke Khuda Ko Maana Hai
    Maanke Dil Ye Kehta Hai, Meri Khushiyon Ka Tu Hai Khazaana
    Dede Pyar Ki Manzoori, Karde Kami Meri Poori
    Tujhse Thodisi Doori, Mujhe Karti Hai Deewana
    Paana Tujhko Mushkil Hi Sahi, Paane Ko Machal Jaata Hoon
    Tere Chehre Mein Vo Jaadu Hai...

    Teri Heere Jaisi Aankhen, Aankhon Mein Hai Laakhon Baatein
    Baaton Mein Ras Ki Barsaatein, Mujhmein Pyaar Ki Pyaas Jagaayen
    Tu Jo Ek Nazar Daale, Ji Uththein Marne Waale
    Hoth Tere Amrit Ke Pyaale, Mujhmein Jeene Ki Aas Badhaayein
    Chal Padte Hain Tere Saath Kadam, Maein Rok Nahin Paata Hoon
    Tere Chehre Mein Vo Jaadu Hai...
    Tere chehre me wo Video Song

    Tere Chehre Mein Woh Jaadu Hai-Dharmatma 1975 Full Video Song, Firoz Khan, Hema Malini

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tere chehre me wo mp3 song, Tere chehre me wo lyrics, Tere chehre me wo Lyrics, Lyrics Tere chehre me wo, Tere chehre me wo hindi lyrics, Tere chehre me wo hindi movie songs, Tere chehre me wo bollywood songs, Tere chehre me wo bollywood songs lyrics Download Tere chehre me wo mp3 song