BollywoodTarane

    Download Tarsaati Hai Tadpaati Hai song

    Tera Mera Saath Rahen 2001

    Free Tarsaati Hai Tadpaati Hai mp3 song

    We presents for now Tarsaati Hai Tadpaati Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tarsaati Hai Tadpaati Hai
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Tarsaati Hai Tadpaati Hai Song Lyrics
    Song lyrics Title : Tarsaati Hai Tadpaati Hai
    Song lyrics Movie/Album Name: TERA MERA SAATH RAHEN
    Singer(s) : UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

     Lyrics
    --MALE--
    Tarsaati hai, tadpaati hai
    Deewana sa kar jaati hai
    Ho, yaadon se keh do
    Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
    --FEMALE--
    Tarsaati hai, tadpaati hai
    Deewana sa kar jaati hai
    Ho, yaadon se keh do
    Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
    Beeta sukh bhi dukh lagta hai
    Jab yaadein aati hai
    Haan, beeta sukh bhi dukh lagta hai
    Jab yaadein aati hai
    Bhooli bisri apni saari
    Baatein dohraati hai
    --MALE--
    Aaj bhi meri saanson ko
    Teri zulfein mahekaati hai
    Lehraati hai, behlaati hai
    Deewana sa kar jaati hai
    --FEMALE--
    Ho, yaadon se keh do
    Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
    Woh galiyan, woh ghar, woh manzar
    Yaadon mein aate hain
    Haan, woh galiyan, woh ghar, woh manzar
    Yaadon mein aate hain
    Yeh aansu, yeh dard-e-dil
    Yaadon ki saugaatein hain
    --MALE--
    Door hai tu nazron se
    Par mere saamne muskaati hai
    Sharmaati hai, ghabraati hai
    Deewana sa kar jaati hai
    --FEMALE--
    Haan, yaadon se keh do
    Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
    --MALE--
    Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
    --FEMALE--
    Tarsaati hai, tadpaati hai
    Deewana sa kar jaati hai
    --MALE--
    Ho, yaadon se keh do
    Yaad kyoon aati hai
    --FEMALE--
    Yaad kyoon aati hai
    --MALE--
    Yaad kyoon aati hai
    --FEMALE--
    Yaad kyoon aati hai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tarsaati Hai Tadpaati Hai mp3 song, Tarsaati Hai Tadpaati Hai lyrics, Tarsaati Hai Tadpaati Hai Lyrics, Lyrics Tarsaati Hai Tadpaati Hai, Tarsaati Hai Tadpaati Hai hindi lyrics, Tarsaati Hai Tadpaati Hai hindi movie songs, Tarsaati Hai Tadpaati Hai bollywood songs, Tarsaati Hai Tadpaati Hai bollywood songs lyrics Download Tarsaati Hai Tadpaati Hai mp3 song