BollywoodTarane

    Download Suraj Hai Chanda Hai song

    Sivaji Tha Boss Hindi 2010

    Free Suraj Hai Chanda Hai mp3 song

    We presents for now Suraj Hai Chanda Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Suraj Hai Chanda Hai
    Artist : Javed Ali
    Save As
    Suraj Hai Chanda Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Suraj Hai Chanda Hai
    Song Lyrics Movie = Sivaji The Boss – Hindi (2010)
    Singer = Raihanah, Javed Ali
    Lyricist = P.K. Mishra
    Music Director = A R Rahman
    Film Director = S Shankar
    Film Producer = M Saravanan, M.S.Guhan
    Film cast = Rajinikanth, Shriya Saran, Nayantara,
    Vivek, Manivannan, Raghuvaran, Suman


    mp3 songs


    ((suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo
    rana sangha veer shivaji bolo bolo phat se bolo
    suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo
    rana sangha veer shivaji bolo bolo phat se bolo
    dekho dekho dekho isko lagta hai ye chita hamko
    pucho pucho pucho sabko baah bhare wo shiv hai kya wo

    walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka
    karnatak ka kalkatta ka tirupati ka
    walle raka walle raka har pal maulla dunia bhar ka
    bhai aaya bharat hoga america
    gaao ki nadiya gaao ki khusbu bhulega koi kya
    udti chunariya bolti ankhiya bhulega koi kya
    apni saras kheti chikni chikni kali reti
    lal mitti wali road
    gadbad sadbad khel wo khele
    peele peele peele peele sarso ke phulwa
    choti choti choti choti oss ki bunde
    mitha mitha mitha mitha ghee ka halwa
    chuk chuk chuk chuk rail ki sitti
    kal kal kal kal bahti nadiya
    jat phat jat phat pan khilaiya
    badi badi badi badi mard ki muche
    dil se jaye nahi nahi nahi nahi
    nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi
    suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo
    rana sabha veer shivaji bolo bolo phat se bolo
    suraj hai chanda hai ye kaun hai ye jhat se bolo
    rana sabha veer shivaji bolo bolo phat se bolo
    dekho dekho dekho isko lagta hai ye chita hamko
    pucho pucho pucho sabko bah bhare wo shiv hai kya wo

    walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka
    karnatak ka kalkatta ka tirupati ka
    walle raka walle raka har pal maulla dunia bhar ka
    bhai aaya bharat hoga america
    jhat se bolo, phat se bolo
    are re gaav ki jhopdi me kuch pal reh ke to dekho
    uske chote se ched se tare gin ke to dekho
    thoda cell phone ghanti band karke
    tum bhavre ki gun gun sun lo
    nange pao se jami pe chalke dharti se baate karenge hum
    bache ban jayenge hum aaj ped ki jata se gundh ke
    kaise bhi banayenge are hum gaav ki dev se
    talwar chin ke pencil chil lenge
    walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka
    karnatak ka kalkatta ka tirupati ka
    walle raka walle raka har pal maulla dunia bhar ka
    bhai aaya bharat hoga america

    are re maa ke hath ka korma banega dekho
    masala pees ke banega dekho desi murgi ka shorma
    hame gay bailo se bhi itna pyar hai
    sochenge rashan card me shamil karle unko
    koi pani mange lassi milti hai
    bhole se insano ki khusbu dunia bhar me faile
    gav ki dadi ki jadi buti ki dawao se bhut bhag jaye
    bhaiya re paas ke padosi ko khana bhi khila de
    aisa pyar sabko
    walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka
    karnatak ka kalkatta ka tirupati ka
    walle raka walle raka har pal maulla dunia bhar ka
    bhai aaya bharat hoga america
    gaao ki nadiya gaao ki khusbu bhulega koi kya
    udti chunariya bolti ankhiya bhulega koi kya
    apni saras kheti chikni chikni kali reti
    lal mitti wali road
    gadbad sadbad khel wo khele
    peele peele peele peele sarso ke phulwa
    choti choti choti choti oss ki bunde
    mitha mitha mitha mitha ghee ka halwa
    chuk chuk chuk chuk rail ki sitti
    kal kal kal kal bahti nadiya
    jat phat jat phat pan khilaiya
    badi badi badi badi mard ki muche
    dil se jaye nahi nahi nahi nahi
    nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi
    walle raka walle raka madrasi ka mumbai ka
    karnatak ka kalkatta ka tirupati ka
    walle raka walle raka har pal maulla dunia bhar ka
    bhai aaya bharat hoga america))


    Posted by : {Akanksha shukla}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Suraj Hai Chanda Hai mp3 song, Suraj Hai Chanda Hai lyrics, Suraj Hai Chanda Hai Lyrics, Lyrics Suraj Hai Chanda Hai, Suraj Hai Chanda Hai hindi lyrics, Suraj Hai Chanda Hai hindi movie songs, Suraj Hai Chanda Hai bollywood songs, Suraj Hai Chanda Hai bollywood songs lyrics Download Suraj Hai Chanda Hai mp3 song