BollywoodTarane

    Download Suno Kahani Ek Ladki song

    Barrister 1982

    Free Suno Kahani Ek Ladki mp3 song

    We presents for now Suno Kahani Ek Ladki mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Suno Kahani Ek Ladki
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Suno Kahani Ek Ladki Song Lyrics
    Song Lyrics Title =  Suno Kahani Ek Ladki Ki 
    Song Lyrics Movie =  Barrister
    Singers =  Asha Bhosle
    Song Lyricists =  Yogesh Gaud
    Music Composer =  Hemant Bhosle
    Music Director =  Hemant Bhosle
    Director =  Salil M. Ghosh
    Music Label =  Saregama
    Starring =  Arun Govil, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Zarina Wahab


    mp3 songs

    Suno kahani ek ladke ki
    Jo tha bada kyaa shararati
    Suno kahani ek ladke ki
    Jo tha bada kyaa shararati
    Chhup jaata thaa idhar udhar
    Dekho seitaan phir se chhup gaya
    Chhup jaata thaa idhar udhar
    Aata bahi thaa kahin nazar
    Jab mummy use pukarti
    Suno kahani ek ladke ki
    Jo tha bada achha shararati
    Suno kahani..

    Ek raat ko kyaa huaa ye suno
    Log sabhi chain se so gaye the
    Apne apne gharo mein wo aaram se
    Mithe mithe khawab mein sab kho gaye the
    Itane mein bahar huaa shor
    Galiyo mein kutte lage bhokane
    Jaage sab aawaz sunke
    Bache lage neend se chok ne
    Are baap re..
    Chillana raha tha koi aao
    Mujhko bachao
    Is sher ke panche se koi
    Mujhko chhudao
    Fauran sab hathiyaar lekar
    Bhale ayr talvaar lekar
    Daudkar pahuche wahan
    Sher to thaa lekin kahan
    Seitaan ladka has raha thaa
    Kyaa buddhu banaya
    Hain kahani khatam yahan

    Jooth bol rahi ho bataona aage kya hua
    Oho achha baba suno
    Suno kahani ek ladke ki
    Jo tha bada shararati
    Suno kahani..

    Ye shararat ek din usko badi
    Mahengi padi
    Kyaa khabar thi aayegi
    Ik din aisi ghadi
    Ikl din raat ko rahon mein
    Jab gehara andhera chha gaya
    Ghar ke liye wo chala to
    Sher sachmuch aagaya

    Sher ko dekh kar bachao bachao
    Wo chillaya
    Magar is baar koi gaavwala
    Uski madad ko nahi aaya
    Majboor hokar jor se wo rone laga
    Kitana dara wo behosha sa hone lagavo
    Dil ke rahem tab sher ke aaya
    Usne ladke ko samjaya
    Ho bade seitaan tum par
    Aaj pakdo kaan tum
    Ladke ko tab aayi sharam

    Usne kaan pakad kar kahan
    Main kabhi shararat nahi karunga
    Didi mein bhi kabhi shararat nahi karunga
    Ye kahani is ladke ki
    Jo tha bada shararati
    Sudhar gaya wo kuch is kadar
    Jaata tha jahan jidhar
    Jab mummy use pukarti
    Jab mummy use pukarti.

    Posted by : Priyanka Shukla



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Suno Kahani Ek Ladki mp3 song, Suno Kahani Ek Ladki lyrics, Suno Kahani Ek Ladki Lyrics, Lyrics Suno Kahani Ek Ladki, Suno Kahani Ek Ladki hindi lyrics, Suno Kahani Ek Ladki hindi movie songs, Suno Kahani Ek Ladki bollywood songs, Suno Kahani Ek Ladki bollywood songs lyrics Download Suno Kahani Ek Ladki mp3 song