BollywoodTarane

    Download Sun Sun Mere Bhai song

    Banarasi Thug 1962

    Free Sun Sun Mere Bhai mp3 song

    We presents for now Sun Sun Mere Bhai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Sun Sun Mere Bhai
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Sun Sun Mere Bhai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Sun Sun Mere Bhai
    Song Lyrics Movie : Banarasi Thug (1962)
    Singer-Rafi
     Lyrics-Prem Dhawan
     MD-Iqbal Qureshi

    mp3 songs

    sun sun mere bhai
    ye rupaiya aana paai
    sab maaya hai paraayi
    kabhi gayi kabhi aayi
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    sun sun mere bhai
    ye rupaiyya aana paai
    sab maaya hai paraayi
    kabhi gayi kabhi aayi
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    jab duniya se jaana
    sang jaayega na aana
    ye to maal hai begaana
    jo bhi hai deke jaana
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de

    keh gaye das Kabeera
    duniya ek musafirkhaana
    kyun bhai haan
    haan haan
    kisi musaafirkhaane se phir
    kaahe pyaar badhaana
    kyun bhai haan
    haan haan
    o bande upar waale se
    tu naata jod le
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    sun sun mere bhai
    ye rupaiya aana paai
    sab maaya hai paraayi
    kabhi gayi kabhi aayi
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de

    ye maaya hai thhagini bhaiyya
    loote des bidesh
    kyun bhai haan
    haan haan
    kyaa kyaa roop dikhaaye chhalni
    badle sau sau bhes
    kyun bhai haan
    haan haan
    tu is thhagini jaadoogarni se munh mod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    sun sun mere bhai
    ye rupaiya aana paai
    sab maaya hai paraayi
    kabhi gayi kabhi aayi
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de

    ye duniya ek bhool bhulaiyya
    ye jag gorakh dhandha
    kyun bhai haan
    haan haan
    har raste pe jaal bichha hai
    kadam kadam pe phanda
    kyun bhai haan
    haan haan
    arre
    bas tu ram bharose apni naiyya chhod de
    ho beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    sun sun mere bhai
    ye rupaiya aana paai
    sab maaya hai paraayi
    kabhi gayi kabhi aayi
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de
    jab duniya se jaana
    sang jaayega na aana
    ye to maal hai begaana
    jo bhi hai deke jaana
    moh maaya chhod de
    o beta chhod de
    ye maaya
    ye maaya chhod de




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Sun Sun Mere Bhai mp3 song, Sun Sun Mere Bhai lyrics, Sun Sun Mere Bhai Lyrics, Lyrics Sun Sun Mere Bhai, Sun Sun Mere Bhai hindi lyrics, Sun Sun Mere Bhai hindi movie songs, Sun Sun Mere Bhai bollywood songs, Sun Sun Mere Bhai bollywood songs lyrics Download Sun Sun Mere Bhai mp3 song