BollywoodTarane

    Download Sharabi Kahta Hai Mujhko song

    Do Jhoot 1975

    Free Sharabi Kahta Hai Mujhko mp3 song

    We presents for now Sharabi Kahta Hai Mujhko mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Sharabi Kahta Hai Mujhko
    Artist : Nitin Mukesh
    Save As
    Sharabi Kahta Hai Mujhko Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Sharabi Kahta Hai Mujhko
    Song Lyrics Movie : Do Jhoot (1975)
    Singer : Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
    Music By : Shankar Jaikishan
    Lyricist : Varma Malik

    mp3 songs


    na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
    arey arey arey arey 
    na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    zamana hai bada pagla, kya baba
    na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

    garibo ne pi dhan walo ne pi hai
    ye bhudo ne pi jawano ne pi hai
    zamano se ye to zamano ne pi hai
    ho karte ho pike do ghunt hangama
    dikhate ho tum ye naya karnama
    ho mama ho mama ho mama
    ab chhod do ye darama
    hey aira gaira to isko pine se darta hai
    arey koi kaleje wala hi ye pyala bharta hai
    mai bhar ke zam duniya se ha
    mai bhar ke zam duniya se pyar karne nikla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

    tumhe dekh kar humko aati sharam hai
    zara socho kaisa tumhara karam hai
    na iman tum me na koi dharam hai
    dharam kya hai bolo ye iman kya hai
    agar hum na mane to bhagwan kya hai
    jo pita nahi hai wo insan kya hai
    mere sine me ek aag ka dariya basa hai
    har roz mera dil sholo se hi khela karta hai
    maine to dil jala ke,
    maine to dil jala ke jivan ka rang badla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

    bhala aag dil me ye kisne lagai
    kaho kisne nindiya tumhari udai
    ye khud hath se tumne duniya lutai
    jivan ke jab sathi hi chhut jaye
    jis ghar ko ghar wale hi lut jaye
    jine ke sab aashre tut jaye
    koi bhi sahara rahe jab na baki
    ye sukh me bhi sathi ye dukh me bhi sathi
    jisko gale lagaya,
    jisko gale lagaya kanto ka har nikla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
    sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

    Posted by: {Anju}



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Sharabi Kahta Hai Mujhko mp3 song, Sharabi Kahta Hai Mujhko lyrics, Sharabi Kahta Hai Mujhko Lyrics, Lyrics Sharabi Kahta Hai Mujhko, Sharabi Kahta Hai Mujhko hindi lyrics, Sharabi Kahta Hai Mujhko hindi movie songs, Sharabi Kahta Hai Mujhko bollywood songs, Sharabi Kahta Hai Mujhko bollywood songs lyrics Download Sharabi Kahta Hai Mujhko mp3 song