BollywoodTarane

    Download Shaam Hai Dhuan Dhuan song

    Diljale 1996

    Free Shaam Hai Dhuan Dhuan mp3 song

    We presents for now Shaam Hai Dhuan Dhuan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Shaam Hai Dhuan Dhuan
    Artist : XYZ
    Save As
    Shaam Hai Dhuan Dhuan Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Shaam Hai Dhuan Dhuan
    Song Lyrics Movie : Diljale
    Singers: Ajay Devgn, Poornima

    mp3 songs

    Shaam hai dhuaan dhuaan - 2
    Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
    Jism ka ruwaan ruwaan
    Uljhi uljhi saanson se
    Baheki baheki dhadkan se
    Keh raha hai aarzoo ki daastaan
    Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
    Shaam hai dhuaan dhuaan

    Aarzoo jhoot hai, kahaani hai
    Aarzoo ka fareb khaana nahin
    Khush jo rehna ho zindagi mein tumhe
    Dil kisi se kabhi lagaana nahin

    Mere dil pe jo likha hai
    Voh tumhaara naam hai
    Meri har nazar mein jaana
    Tumko salaam hai
    Mujhko tumse pyaar hai - 3
    Pyaar hai, pyaar hai
    Goonjte hai mere pyaar se
    Yeh zameen aasmaan
    Ho, shaam hai dhuaan dhuaan
    Hai, shaam hai dhuaan dhuaan

    Kyoon banaati ho tum ret ke yeh mahal
    Jinko ek roz khud hi mitaaogi tum
    Aaj kehti ho is diljale se pyaar hai tumhe
    Kal mera naam tak bhool jaaogi tum

    Tumhe kyoon yakeen nahin hai
    Ke main pyaar mein hoon gum
    Ho, mere khwaabon mein tum hi ho
    Mere dil mein tum hi tum
    Mujhko tumse pyaar hai - 3
    Haan pyaar hai, hmm, pyaar hai
    Pyaar mein nisaar ho gaye
    Mere jism aur jaan
    Shaam hai dhuaan dhuaan
    Jism ka ruwaan ruwaan
    Uljhi uljhi saanson se
    Baheki baheki dhadkan se
    Keh raha hai aarzoo ki daastaan
    Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
    Hey, shaam hai dhuaan dhuaan

    Ek pal mein jo aakar guzar jaata hai
    Yeh hawa ka voh jhonka hai, aur kuch nahin
    Pyaar kehti hai yeh saari duniya jisse
    Ek rangeen dhoka hai, aur kuch nahin


    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Shaam Hai Dhuan Dhuan mp3 song, Shaam Hai Dhuan Dhuan lyrics, Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics, Lyrics Shaam Hai Dhuan Dhuan, Shaam Hai Dhuan Dhuan hindi lyrics, Shaam Hai Dhuan Dhuan hindi movie songs, Shaam Hai Dhuan Dhuan bollywood songs, Shaam Hai Dhuan Dhuan bollywood songs lyrics Download Shaam Hai Dhuan Dhuan mp3 song