BollywoodTarane

    Download Seena Pada Seena song

    Saaya 2003

    Free Seena Pada Seena mp3 song

    We presents for now Seena Pada Seena mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Seena Pada Seena
    Artist : Udit Narayan
    Save As
    Seena Pada Seena Song Lyrics
    Song Lyrics : Seena Pada
    Song Lyrics Movie or Album: Saaya 2003
    Singer(s): Udit Narayan
    Music Director(s): Anu Malik

    Lyrics

    (jo na hona tha, woh mujhe hona pada
    aaj khokar tujhe jinda rahna pada
    waqt se jo mila mujhe woh jakhm
    seena pada, seena pada, seena pada) - (2)

    dur duniya se teree itna chalee aayee hu
    aaj main jism nahee, aaj main parchaai hu
    har jagah bheed ka sailaab tere chaaro taraf
    main apne aap mein simti huyee tanhaai hu
    jo bhee haasil huaa, paake khona pada
    aaj kho kar tujhe, jinda rahna pada
    waqt se jo mila mujhe, woh jakhm
    seena pada, seena pada, seena pada

    paas hai mere tere saath gujaare lamhe
    kuchh adhure rahe kuchh pure ho gaye sapne
    bahut sambhaal ke rakhati hu inako seene mein
    abb iss jahan me mere toh hain yahee apne
    yaad karke jinhen raat din rona pada
    aaj khokar tujhe jinda rahna pada
    waqt se jo mila mujhe, woh jakhm
    seena pada, seena pada, seena pada

    tujhe hai kasam mere khwaabo ko pura karna
    rang jo maine chune the wahee uname bharna
    abb inka jo bhee ho anjaam tujhpe chhod diya
    meri ummeed ko tu naa ummeed mat karna
    suna suna mere dil ka kona pada
    aaj kho kar tujhe, jinda rahna pada
    waqt se jo mila mujhe, woh jakhm
    seena pada, seena pada, seena pada
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Seena Pada Seena mp3 song, Seena Pada Seena lyrics, Seena Pada Seena Lyrics, Lyrics Seena Pada Seena, Seena Pada Seena hindi lyrics, Seena Pada Seena hindi movie songs, Seena Pada Seena bollywood songs, Seena Pada Seena bollywood songs lyrics Download Seena Pada Seena mp3 song