BollywoodTarane

    Download Seedhi Raah Chala Phir song

    Anyay hi anyay 1997

    Free Seedhi Raah Chala Phir mp3 song

    We presents for now Seedhi Raah Chala Phir mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Seedhi Raah Chala Phir
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Seedhi Raah Chala Phir Song Lyrics
    Song Title = Seedhi Raah Chala Phir
    Movie /Album = Anyay Hi Anyay (1997)
    Singers = Kumar Sanu
    Song Lyricists = Rajesh Johri
    Music Director = Rahul Dev Burman
    Director = Tarun Wadhwa
    Music Label = Saregama

    Mp3 Song Lyrics

    Seedhi raah chala phir bhi chal na saka
    Seedhi raah chala phir bhi chal na saka
    Kya manga tha duniya se paya maine kya
    Seedhi raah chala phir bhi chal na saka
    Kya manga tha duniya se paya maine kya
    Sachai ke aachal mein
    Sachai ke aachal mein
    Sisak raha hai kya anyay hi anyay
    Anyay hi anyay, anyay hi anyay

    Ye khamosh dhua bikhra yaha waha
    Ye khamosh dhua bikhra yaha waha
    Maa ke badle lau mai or kaha se maa
    Ye khamosh dhua bikhra yaha waha
    Maa ke badle lau mai oo kaha se maa
    Aasu mere mang rahe hai
    Aasu mere mang rahe hai
    Angaro se nyay
    Anyay hi anyay, anyay hi anyay

    Sapne tut gaye apne ruth gaye
    Sapne tut gaye apne ruth gaye
    Mere dil ki basti ko wahsi lut gaye
    Sapne tut gaye apne ruth gaye
    Mere dil ki basti ko wahsi lut gaye
    Jeevan ke dorahe par
    Jeevan ke do rahe par
    Tut chuka hai anyay
    Anyay hi anyay, anyay hi anyay

    Kya insaf hai ye kya kanun hai ye
    Kya insaf hai ye kya kanun hai ye
    Kaise iska yaki karu khud majnur hai ye
    Kya insaf hai ye kya kanun hai ye
    Kaise iska yaki karu khud majnur hai ye
    Ghayal kisi parinde sa
    Ghayal kisi parinde sa
    Tadap raha hai yar
    Anyay hi anyay, anyay hi anyay

    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Seedhi Raah Chala Phir mp3 song, Seedhi Raah Chala Phir lyrics, Seedhi Raah Chala Phir Lyrics, Lyrics Seedhi Raah Chala Phir, Seedhi Raah Chala Phir hindi lyrics, Seedhi Raah Chala Phir hindi movie songs, Seedhi Raah Chala Phir bollywood songs, Seedhi Raah Chala Phir bollywood songs lyrics Download Seedhi Raah Chala Phir mp3 song