BollywoodTarane

    Download Sau Aasoon song

    Katti Batti 2015

    Free Sau Aasoon mp3 song

    We presents for now Sau Aasoon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Sau Aasoon
    Artist : Shankar Mahadevan
    Save As
    Sau Aasoon Song Lyrics
    Song Title = Sau Aasoon
    Movie/album = Katti Batti (2015)
    Singers = Shankar Mahadevan, Rasika Shekhar
    Song Lyricists = Rakesh Kumar (Kumaar)
    Music Director = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
    Director = Nikhil Advani

    Mp3 Song Lyrics

    ((Sau aansoo roye do akhiyan
    Sau aansoo roye do akhiyan
    Maara hai jinhe neendon ne
    Kabhi na soye wo akhiyan (2)

    Dil ka musaafir baat na maane
    Mud mud dekhe raste puraane
    Zidd chhodta hi nahi (nahi..)

    Dekh raha hai kaanch ke sapne
    Ik na ik din hain jo tidakne
    Ishq mein tooti cheeze jag mein
    Koi jodta hi nahi, dil jaane na

    Sau aasoon roye do akhiyan
    Sau aasoon roye do akhiyan
    Maara hai jinhe neendon ne
    Kabhi na soye wo akhiyaan
    Wo ankhiyan..

    O..

    Jaane waala jaane nahi
    Jaane se uske jaan gayi
    Aate jaate phir wo dikhe
    Palkon ne chhaane mod kayi

    Guzra huaa pal guzra nahi
    Uska laga rang utra nahi
    Hothon se chhuti nahi gaye saajan ki batiyan

    Sau aansu roye do akhiyan
    Sau aansu roye do akhiyan
    Maara hai jinhe neendon ne
    Kabhi na soye wo akhiyan

    Wo.. o...

    Kaise koi roke bhalaa
    Haath laqeerein chhod gayin
    Laakhon dil ke tukde kiye
    Dhadkan ko bhi tod gayi

    Kabhi theharega dard kahin
    Koi gunjaaish dikhti nahi
    Chanda bin jiya na lage
    Jal kaajal si ratiyan

    Sau aansu roye do akhiyan
    Sau aansu roye do akhiyan
    Maara hai jinhein neendon ne
    Kabhi na soye woh akhiyan

    Wo.. o...

    Sau aansu roye
    Sau aansu roye do akhiyan
    Sau aansu roye do akhiyan
    Sau aansu roye..
    Maara hai jinhein neendon ne..
    Kabhi na soye... woh akhiyaan...))

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Sau Aasoon mp3 song, Sau Aasoon lyrics, Sau Aasoon Lyrics, Lyrics Sau Aasoon, Sau Aasoon hindi lyrics, Sau Aasoon hindi movie songs, Sau Aasoon bollywood songs, Sau Aasoon bollywood songs lyrics Download Sau Aasoon mp3 song