BollywoodTarane

    Download Satrah baras ki chhokariya song

    Ajnabi 1974

    Free Satrah baras ki chhokariya mp3 song

    We presents for now Satrah baras ki chhokariya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Satrah baras ki chhokariya
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Satrah baras ki chhokariya Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Satrah baras ki chhokariya
    Song Lyrics Movie : Ajnabi 1974
    Singers : Asha Bhosle, Kishore Kumar
    Song Lyricists : Anand Bakshi
    Music Composer : Rahul Dev Burman
    Music Director : Rahul Dev Burman
    Director : Shakti Samanta
    Music Label : Tips Music
    Starring : Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Prem Chopra, Asrani, Yogeeta Bali
    Release on : 18th September, 1974


    mp3 songs


    Satrah baras ki re chhokariyan pe
    Ho budhe ka dil aa gaya
    Satrah baras ki re chhokariyan pe
    Budhe ka dil aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya
    Rama ho rama teri duhai
    Bura zamana aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya

    Paniya bharan ko panghat pe
    Jab ghunghat maine khola
    Paniharan mai bhi hu pyasa
    Budha hans kar bola
    Paniya bharan ko panghat pe
    Jab ghunghat maine khola
    Paniharan mai bhi hu pyasa
    Budha hans kar bola
    Pani ke do ghunt hi pike
    Wo masti me aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya
    Rama ho rama teri duhai
    Bura zamana aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya

    Prem dagar pe dekh ke tujhko
    Ho gaya mai deewana
    Sath mujhe le chal mujhko bhi
    Prem nagar hai jana
    Prem dagar pe dekh ke tujhko
    Ho gaya mai deewana
    Sath mujhe le chal mujhko bhi
    Prem nagar hai jana
    Char kadam jo chala to phuli
    Sans pasina aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya
    Rama ho rama teri duhai
    Bura zamana aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya

    Sath baras mein budhe par
    Yu tut ke aai jawaani
    Kisi jawan se mujhe lada ke
    Dekh le meri rani
    Sath baras me budhe par
    Yu tut ke aai jawani
    Are kisi jawan se mujhe bhida ke
    Dekh le meri rani
    Bech ke ghar apna sone ka
    Har mujhe pahna gaya
    Ha budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya

    Satrah baras ki re chhokariyan pe
    Budhe ka dil aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya
    Rama ho rama teri duhai
    Bura zamana aa gaya
    Budha sathiya gaya
    Budha sathiya gaya..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Satrah baras ki chhokariya mp3 song, Satrah baras ki chhokariya lyrics, Satrah baras ki chhokariya Lyrics, Lyrics Satrah baras ki chhokariya, Satrah baras ki chhokariya hindi lyrics, Satrah baras ki chhokariya hindi movie songs, Satrah baras ki chhokariya bollywood songs, Satrah baras ki chhokariya bollywood songs lyrics Download Satrah baras ki chhokariya mp3 song