BollywoodTarane

    Download Satrah Baras Tak Nahi Suna song

    Barsaat Ki Raat 1998

    Free Satrah Baras Tak Nahi Suna mp3 song

    We presents for now Satrah Baras Tak Nahi Suna mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Satrah Baras Tak Nahi Suna
    Artist : XYZ
    Save As
    Satrah Baras Tak Nahi Suna Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Satrah Baras Tak Nahi Suna
    Song Lyrics Movie = Barsaat Ki Ek Raat (1998)
    Singers =  Sushma Shrestha (Poornima)
    Song Lyricists =  N/A
    Music Composer =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
    Music Director =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
    Director =  Bharat Kapoor
    Music Label =  Venus Records
    Starring =  Deepshika, Dharmendra, Dinesh Hingoo

    mp3 songs


    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Isme nahi ab koi shak
    Isme nahi ab koi shak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak

    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak
    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak
    Ho lag gaya, haye lag gaya,
    Hui lag gaya, lag gaya lag gaya
    Ho lag gaya prem ka rog mujhe
    Lag gaya prem ka rog mujhe,
    Sar se leke paanv tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak,
    Isme nahi ab koi shak
    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak
    Ho lag gaya, haye lag gaya,
    Hui lag gaya, lag gaya, lag gaya
    Lag gaya prem ka rog mujhe,
    Sar se leke paanv tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak

    Darr ke main sharma gayi,
    Sharma ke ghabara gayi
    Darr ke main sharma gayi,
    Sharma ke ghabara gayi
    Ho ghabara ke ghabrahat me,
    Ghabara ke ghabrahat me
    Usse main takara gayi,
    Pardeshi ne puchh liya
    Pardeshi ne puchh liya,
    Mujhse mera navo tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak

    Aankhon se ikarar kiya,
    Hothon se inkar kiya
    Aankhon se ikarar kiya,
    Hothon se inkar kiya
    Chori se maine tumse
    Chupke chupke pyar kiya
    Baat na jane ye kaise,
    Baat na jane ye kaise
    Pahunchi pure gaon tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak

    Mujhko nind nahi aayi, pure ek mahine se
    Mujhko nind nahi aayi, pure ek mahine se
    Itane jor ki sardi me,
    Main bhigi jaau pasine se
    Dhoop mujhe to lagti hai,
    Dhoop mujhe to lagti hai
    Ab pipal ki chhanv tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak
    Ha, isme nahi ab koi shak
    Satrah baras tak nahi suna,
    Maine prem ka navo tak
    Ho lag gaya, haye lag gaya,
    Hui lag gaya, lag gaya lag gaya
    Ho lag gaya prem ka rog mujhe
    Lag gaya prem ka rog mujhe,
    Sar se leke paanv tak
    Dhak dhak dil kare, dhak dhak dhak,
    Isme nahi ab koi shak.

    Posted by : Priyanka Shukla

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Satrah Baras Tak Nahi Suna mp3 song, Satrah Baras Tak Nahi Suna lyrics, Satrah Baras Tak Nahi Suna Lyrics, Lyrics Satrah Baras Tak Nahi Suna, Satrah Baras Tak Nahi Suna hindi lyrics, Satrah Baras Tak Nahi Suna hindi movie songs, Satrah Baras Tak Nahi Suna bollywood songs, Satrah Baras Tak Nahi Suna bollywood songs lyrics Download Satrah Baras Tak Nahi Suna mp3 song