BollywoodTarane

    Download Saiyyan Pakad Baiyan song

    Nayak 2001

    Free Saiyyan Pakad Baiyan mp3 song

    We presents for now Saiyyan Pakad Baiyan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Saiyyan Pakad Baiyan
    Artist : Hans Raj Hans
    Save As
    Saiyyan Pakad Baiyan Song Lyrics
    Song lyrics title: Saiyyan Pakad Baiyyan
    Song lyrics movie/album : Nayak
    Singer(s): Hans Raj Hans


    mp3 song

    (saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
    chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)
    saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - (2)
    oh saiyyan...

    khel raha hu mai talvar se, khelu kaise tere pyaar se - (2)
    aage pichhe bhul bhulaiya, nikale kaise teraa saiyyan
    (saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
    chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)

    too raaja, too neta, bas hai naam kaa
    too pm, too saiyyan kis kaam kaa
    labon pe gile hai, najar me sawaal
    teraa gora mukhda hua kyun laal
    sab ke dardee, oh bedardee, kaisee teree yeh khudgarjee
    leke aayee mai thee arjee, han kar naa kar teree marjee saiyyan
    (saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
    chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)
    saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - (2)
    oh saiyyan....

    nahee yeh bewafai, nahee mai harjaayee
    ke din raat teree mujhe yaad aayee
    naa mujhe chain aaya, naa mujhe nind aayee
    chhan se tut gayee meree angdai, han meree angdai
    pyaar kee chunaree -2 prem kee cholee, leke nainon kee yeh dolee
    mai aaya hu oh humjolee -2, aaja khele aankh micholee
    (saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
    chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)
    saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - (2)
    saiyyan, saiyyan, oh saiyyan.....
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Saiyyan Pakad Baiyan mp3 song, Saiyyan Pakad Baiyan lyrics, Saiyyan Pakad Baiyan Lyrics, Lyrics Saiyyan Pakad Baiyan, Saiyyan Pakad Baiyan hindi lyrics, Saiyyan Pakad Baiyan hindi movie songs, Saiyyan Pakad Baiyan bollywood songs, Saiyyan Pakad Baiyan bollywood songs lyrics Download Saiyyan Pakad Baiyan mp3 song