BollywoodTarane

    Download Saamne Aati Ho song

    Dus 2005

    Free Saamne Aati Ho mp3 song

    We presents for now Saamne Aati Ho mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Saamne Aati Ho
    Artist : Shreya Ghoshal
    Save As
    Saamne Aati Ho Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Saamne Aati Ho
    Movie/album = Dus (2005)
    Singers = Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
    Song Lyricists = Panchhi Jalonvi
    Music Composer = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
    Director = Anubhav Sinha
    Starring = Sanjay Dutt, Zayed Khan, Sunil Shetty,
    Abhishek Bachchan, Shilpa Shetty,
     Esha Deol
    Release on = 8th July, 2005

    Mp3 Song Lyrics

    ((Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
    Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain
    Tumhara muskurana, khwaab mein bhi aa jana
    Ankh se ankh churake, dil ko chura le jana
    Mujhko tumse har pal jaise, pehli pehli baar
    Pyar hota hain...

    Saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
    Tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain...

    Dil mein kutch aaise chupke se aao
    In dhadkano ko ho na khabar yeh
    Jab tum pukaro tanhaiyon mein
    Aawaz dil ki aaye idhar bhi
    Kho na paye kabhi pyar ke silsilay
    Ek hi saans dono jismo mein chale
    Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain...

    Ek ajab si shokhi hain dil mein
    Saanso mein khusbu sabse juda hain
    Khwabo ki aankhein neendo ko tumne
    Palko se apni jabse chua hain
    Tere aaghosh mein dil ki hai har khushi
    Har khushi mein chupi zindagi yeh meri
    Saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
    Tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain
    Tumhara gunguna, khayalo mein kho jaana
    Mujhe baaho mein lekar aasman tak ho aana
    Pal pal kya mujhko toh tumpar har pal mein sau baar
    Pyar hota hain
    Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
    Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain
    Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
    Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Saamne Aati Ho mp3 song, Saamne Aati Ho lyrics, Saamne Aati Ho Lyrics, Lyrics Saamne Aati Ho, Saamne Aati Ho hindi lyrics, Saamne Aati Ho hindi movie songs, Saamne Aati Ho bollywood songs, Saamne Aati Ho bollywood songs lyrics Download Saamne Aati Ho mp3 song