BollywoodTarane

    Download Rim Jhim Sawan song

    Kaash Mere Hote 2008

    Free Rim Jhim Sawan mp3 song

    We presents for now Rim Jhim Sawan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Rim Jhim Sawan
    Artist : Sweta Pandit
    Save As
    Rim Jhim Sawan Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Rim Jhim Sawan
    Song Lyrics Movie = Kaash Mere Hote (2008)
    Singers = Shashank Singh Baba, Shweta Pandit
    Song Lyricists = Sameer
    Music Composer = Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
    Director = B.H. Tharun Kumar
    Music Label = Eros Music
    Starring = Rajesh Khanna, Sneha Ullal , Kumar Saahil
    Release on = 9th January, 2009


    mp3 songs


    Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim
    Rim Jhim Rim Jhim , Rim Jhim ..
    Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai..
    Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai..
    Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa..
    Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa.
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..Vo..
    Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai..
    Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa..
    Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa.
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..
    Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai..
    The Rain Is Calling For Me And You..
    The Rain Is Calling For Me And You..
    The Rain Is Calling For Me And You..
    The Rain Is Calling For Me And You..

    Hum Do Deewaane Aaye Ghar Se Nikalke, Baarish Ka Lene Mazaa..
    Kehti Hamaari Dhadkane Ab Machal Ke, Baarish Mein Hai Ek Nashaa..
    Sataata Hai Mausam, Jalaata Hai Paani
    Kare Baimaani Ye Aalam Badghuma, Ye Rain Hai ..Ya Pain Hai..
    Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai..
    Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa..
    Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa.
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..

    Ho..Boonde Giri Jo Tere Baalo Se Chhan Ke
    Jee Chaahe Main Chum Lu..
    Ho..Man Pe Pade Jo Ye Phoohaare Badan Ke
    Jee Chaahe Main Jhoom Lu
    Hawaa Mein Hai Jaadu, Ghataa Mein Hai Khushboo
    Naa Khud Pe Hai Kaaboo, Karu Kya Meri Jaan
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai .
    Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai..
    Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa..
    Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa.
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..
    Ye Rain Hai Ya Pain Hai..
    The Rain Is Calling For Me And You..
    The Rain Is Calling For Me And You......


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Rim Jhim Sawan mp3 song, Rim Jhim Sawan lyrics, Rim Jhim Sawan Lyrics, Lyrics Rim Jhim Sawan, Rim Jhim Sawan hindi lyrics, Rim Jhim Sawan hindi movie songs, Rim Jhim Sawan bollywood songs, Rim Jhim Sawan bollywood songs lyrics Download Rim Jhim Sawan mp3 song