BollywoodTarane

    Download Raato ko jab neend ud song

    Mem Didi 1961

    Free Raato ko jab neend ud mp3 song

    We presents for now Raato ko jab neend ud mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Raato ko jab neend ud
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Raato ko jab neend ud Song Lyrics
    Title : Raaton Ko Jab Nind Ud Jaae
    Movie/Album Name: MEMDIDI
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR, CHORUS

    Lyrics:

    LATA
    [raaton ko jab nind ud jaae
    ghadi ghadi yaad koyi aae
    kisi bhi suurat se bahale na dil
    tab kya kiya jaae bolo kya kiya jaae] - 2
    CHORUS
    ye to pyaar ka rog hai rog bura
    jise ek dafa ye laga to laga - 2
    ahaahaaaaa
    LATA
    chanda ko dekh, aag lag jaae
    tanahayi mein chaandani na bhaae
    thandi havaaon mein kaanpe badan
    tab kya kiya jaae bolo kya kiya jaaye
    CHORUS
    ye to pyaar ka rog hai rog bura
    jise ek dafa ye laga to laga - 2
    LATA
    ahahaaaaa

    honthon pe ek naam aae jaae
    aankhon mein ek chhab muskaae
    da^rpan mein suurat paraayi dikhe
    tab kya kiya jaae bolo kya kiya jaae
    CHORUS
    ye to pyaar ka rog hai rog bura
    jise ek dafa ye laga to laga - 2
    LATA
    ahahahaaa

    sakhiyon ke bich dil ghabaraae
    dar ho kahin baat khul jaae
    lekin akele mein dhadake jiya
    tab kya kiya jaae bolo kya kiya jaaye
    CHORUS
    ye to pyaar ka rog hai rog bura
    jise ek dafa ye laga to laga - 2
    LATA
    ahahahhaaaa

    raaton ko jab nind ud jaae
    ghadi ghadi yaad koi aae
    kisi bhi suurat se bahale na dil
    tab kya kiya jaae bolo kya kiya jaae
    Raato ko jab neend ud Video Song

    Raaton Ko Jab Neend Na Aaye - David Abraham - Tanuja - Mem Didi - Bollywood Songs - Lata Mangeshkar

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Raato ko jab neend ud mp3 song, Raato ko jab neend ud lyrics, Raato ko jab neend ud Lyrics, Lyrics Raato ko jab neend ud, Raato ko jab neend ud hindi lyrics, Raato ko jab neend ud hindi movie songs, Raato ko jab neend ud bollywood songs, Raato ko jab neend ud bollywood songs lyrics Download Raato ko jab neend ud mp3 song