BollywoodTarane

    Download Raag banke Pyaar song

    Badhaai Ho Badhaai 2002

    Free Raag banke Pyaar mp3 song

    We presents for now Raag banke Pyaar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Raag banke Pyaar
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Raag banke Pyaar Song Lyrics
      Song Title : Raag Banke
      Movie/Album Name: BADHAAI HO BADHAAI
    Singer(s) : ALKA YAGNIK, SHAAN

     Lyrics
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Mann Kyon Na Geet Gaaye Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan

    Kabhi Yun Bhi To Ho Bas Hum To Ho Aur Saari Surili Baatein Ho
    Chamkile Din Rangi Shaame Aur Jhilmil Karti Raatein Ho
    Jhooka Hawa Ka Jo Aaye Pyaar Ke Rang Naye Aaye
    Duniya Ko Bhool Ke Sapno Mein Jhul Ke
    Chule Hum Aasmaan Aao Na Meherbaan
    Ho Hum Ko Yeh Raasta Bulaye
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Mann Kyon Na Geet Gaaye Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan

    Kabhi Yun Bhi To Ho Barse Chaahat Aur Bheege Is Barsaat Mein Hum
    Humko Na Koyi Bhi Hosh Rahe Doobe Aise Jazbaat Mein Hum
    Jo Dekhe Hum Ko Woh Yeh Jaane Shaayad Hum Dono Hai Deewane
    Log Hain Raaz Ho Aise Hum Tum Hai Kyon Dono Khoye Hai Kyon
    Dono Gumsum Hai Kaun Koyi Samajh Nahin Paaye
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
    Mann Kyon Na Geet Gaaye Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
    Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Raag banke Pyaar mp3 song, Raag banke Pyaar lyrics, Raag banke Pyaar Lyrics, Lyrics Raag banke Pyaar, Raag banke Pyaar hindi lyrics, Raag banke Pyaar hindi movie songs, Raag banke Pyaar bollywood songs, Raag banke Pyaar bollywood songs lyrics Download Raag banke Pyaar mp3 song