BollywoodTarane

    Download Piya Lagi Lagan song

    Daag TheFire 1999

    Free Piya Lagi Lagan mp3 song

    We presents for now Piya Lagi Lagan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Piya Lagi Lagan
    Artist : Jaspinder Narula
    Save As
    Piya Lagi Lagan Song Lyrics
    Song Lyrics: O Piya Lagee Lagan Piya Piya
    Song Lyrics Movie or Album: Daag - The Fire 1999
    Singer(s): Anuradha Paudwal, Jaspinder Narula
    Music Director(s): Rajesh Roshan
    Lyricist(s): Sameer

     Lyrics

    aa (ishk naa karna - 3)
    kisee ne sach hee kaha hai
    bura ho inn bairan ankhiya kaa ho jo kar baithee nadanee
    ho pehle aag lagayee dil me, ho aur phir barasaye panee
    ishk naa karna - (2)

    o piya lagee lagan piya piya
    piya lagee lagan bas tere nam kee
    tujhpe baliharee jau kasam ram kee
    tujhpe baliharee...........

    meraa sindur hai meraa shrringar hai
    too meree dhadkane too meraa pyar hai
    rab se bas ek saugat mangu piya
    har janam me teraa sath mangu piya
    maine har sans peh, sans peh, sans peh
    maine har sans peh nam teraa likha
    tujhpe baliharee..........

    lagee rey lagee lagee lagee lagee............
    lagee lagee sab kahe yeh lagee buri bala
    dil key dushman iss lagee par kiska jor chala
    mujhpe chhayee hai kaisee yeh divanagee
    maine mana tujhe apna bhagvan jee, ram jee ram jee ram jee ram
    mujhko saugandh sajan mere ram kee, ram jee ram jee ram jee ram
    bin tere mai nahee abb kisee kam kee
    teree dehleej peh o teree dehleej peh dam yeh nikale meraa
    tujhpe baliharee............
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Piya Lagi Lagan mp3 song, Piya Lagi Lagan lyrics, Piya Lagi Lagan Lyrics, Lyrics Piya Lagi Lagan, Piya Lagi Lagan hindi lyrics, Piya Lagi Lagan hindi movie songs, Piya Lagi Lagan bollywood songs, Piya Lagi Lagan bollywood songs lyrics Download Piya Lagi Lagan mp3 song