BollywoodTarane

    Download Phir Wohi Dard Hai song

    Apradhi Kaun 1957

    Free Phir Wohi Dard Hai mp3 song

    We presents for now Phir Wohi Dard Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Phir Wohi Dard Hai
    Artist : Manna Dey
    Save As
    Phir Wohi Dard Hai Song Lyrics
    Song Title  = Phir Wohi Dard Hai
    Movie Name = Apradhi Kaun 1957
    Singers = Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
    Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
    Music Composer = Salil Chowdhury
    Director = Asit Sen
    Starring = Abhi Bhattacharya, Mala Sinha, Dhumal,
    Murad, Kumud Tripathi,
    Tarun Bose
    Release on = 1st January, 1957

    Mp3 Song Lyrics

    Phir wahi dard hai
    Phir wahi jigar
    Phir wahi raat hai
    Phir wahi hai darr
    Hum samjhe gham
    Kar gaya safar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar
    Phir wahi dard hai
    Phir wahi jigar
    Phir wahi raat hai
    Phir wohi hai darr
    Hum samjhe gham
    Kar gaya safar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar

    Hum to samjhe dushmano
    Ka haath kat gaya
    Do dilon ke beech se
    Pahaad hat gaya
    Hum to samjhe dushmano
    Ka haath kat gaya
    Do dilon ke beech
    Se pahaad hat gaya
    Gham ke bhaari
    Din gaye guzar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar
    Phir wahi dard hai
    Phir wahi jigar
    Phir wahi raat hai
    Phir wahi hai darr

    Tu dulhan banegi aur
    Chadhegi ragini
    Tainu u u u tain na
    Tu dulhan banegi aur
    Chadhegi ragini
    Aayi pyaar ke madhur
    Milan ki chaandni
    Tu dulhan banegi
    Aur chadhegi ragini
    Aayi pyaar ke madhur
    Milan ki chandni
    Lekin thhodi
    Reh gayi kasar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar
    Phir wahi dard hai
    Phir wahi jigar
    Phir wahi raat hai
    Phir wahi hai darr
    Hum samjhe gham
    Kar gaya safar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar

    Maine chaha bhool jaoon
    Kyun rahu kharaab
    Par tera ye husn jaise
    Daal mein ghulaab
    Maine chaha bhool jaoon
    Kyun rahu kharaab
    Par tera ye husn jaise
    Daal mein ghulaab
    Thhoda thhoda
    Hai wahi asar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar
    Phir wahi dard hai
    Phir wahi jigar
    Phir wahi raat hai
    Phir wahi hai darr
    Hum samjhe gham
    Kar gaya safar
    Dwaar dil ka khul gaya
    Haathi nikal gaya
    Dum reh gayi magar.

    Posted by : {Ritu Kesharwani}}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Phir Wohi Dard Hai mp3 song, Phir Wohi Dard Hai lyrics, Phir Wohi Dard Hai Lyrics, Lyrics Phir Wohi Dard Hai, Phir Wohi Dard Hai hindi lyrics, Phir Wohi Dard Hai hindi movie songs, Phir Wohi Dard Hai bollywood songs, Phir Wohi Dard Hai bollywood songs lyrics Download Phir Wohi Dard Hai mp3 song