BollywoodTarane

    Download Patla patla reshami kurta song

    Beimaan 1972

    Free Patla patla reshami kurta mp3 song

    We presents for now Patla patla reshami kurta mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Patla patla reshami kurta
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Patla patla reshami kurta Song Lyrics
    Song Title : Patla Patla Reshami Kurta
    Movie/Album: BEIMAAN
    Singer(s) : ASHA BHOSLE, MAHENDRA KAPOOR

    Lyrics:


    (patla patla reshami kurta
    chudidaar pajaama) - 2
    ek zulf ke chhe tukde
    yeh dekh ke macha hungama
    luut gaye mama- 2
    (lambe kalme baal aawara
    pant ka bana pajama) - 2
    paan tambakhu bala khakar
    ciggarrate piye panama
    luut gaye mama - 2

    (peeli bindi peele gunde
    naak mein peeli nathli) - 2
    tokri jaisa judda aur
    judde se choti nikli - 2
    tokri bhi ab fashion ban gayi
    marr gaye ganga rama
    ek zulf ke chhe tukde yeh dekh ke macha hungama
    luut gaye mama- 2

    khuli sadak pe siti maare jaate dekh haseena - 2
    besharmo ka leader banke
    chale taan ke seena - 2
    yeh bhi hamara fan bana hai dekho heer ka mama    
    paan tambakhu bala khakar ciggarrate piye panama
    luut gaye mama - 2

    aaon committee walon lagaon inpe tax aur chungi -2
    saadi peticoat ke upar kabja kar gayi lungi
    kabja kar gayi lungi
    tauba tauba aaj ki chhori ban gayi ek drama
    ek zulf ke chhe tukde yeh dekh ke macha hungama
    luut gaye mama- 2

    baapu kare kamaai beta karta satyanaas - 2
    chaar saal mein paas hai karta bachha ek class
    dekho karta bachha ek class
    college ki copy mein dekho likhe mohabbat nama
    paan tambakhu bala khakar ciggarrate piye panama
    luut gaye mama - 2

    kamar hai halwe kaddu jaisi aaon duaaen maange - 2
    aaisi lagti jaise lagi ho double roti ko taange
    arey double roti ko taange
    dhundh ke laaon iss ke liye jo pehalwaan ho gaama
    ek zulf ke chhe tukde yeh dekh ke macha hungama
    luut gaye mama- 2

    sanyasi ne pher ustara pehan liya hai kachha - 2
    lagta kursi pe baitha hai yeh gende ka bachha
    yeh gende ka bachha
    yeh bhi pyar ke pech ladaye waah re bhakta sudaama
    paan tambakhu bala khakar ciggarrate piye panama
    luut gaye mama - 2

    main hu tera aashiq yeh saari duniya pehchaane
    kyun thik hain jawab toh de
    arey main hu tera aashiq yeh saari duniya pehchaane
    par andarwali baat jo hai woh main jaanu tu jaane
    sach hain na bolti kyun nahi
    woh main jaanu tu jaane
    arey duniya wale kya jaane yeh tera mera drama
    ek zulf ke chhe tukde yeh dekh ke macha hungama
    luut gaye mama...

    Rate lyrics:     
    1 2 
    Patla patla reshami kurta Video Song

    Patla Patla Reshmi Roomal Video Song | Manoj Kumar, Rekhee | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Patla patla reshami kurta mp3 song, Patla patla reshami kurta lyrics, Patla patla reshami kurta Lyrics, Lyrics Patla patla reshami kurta, Patla patla reshami kurta hindi lyrics, Patla patla reshami kurta hindi movie songs, Patla patla reshami kurta bollywood songs, Patla patla reshami kurta bollywood songs lyrics Download Patla patla reshami kurta mp3 song