BollywoodTarane

    Download Paimane Toot Gaye song

    Aafreen Vol 1 1986

    Free Paimane Toot Gaye mp3 song

    We presents for now Paimane Toot Gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Paimane Toot Gaye
    Artist : Pankaj Udas
    Save As
    Paimane Toot Gaye Song Lyrics
    Song Lyrics : Paimaane Tut Gaye
    Song Lyrics Movie or Album : Aafreen Vol 1 (1986)
    Singer(s): Pankaj Udhas


    Lyrics


    kaun hai jisne mai nahi pi hai, kaun jhuthi kasam uthaata hai
    maikade se jo bach nikalta hai, teri aankhon mein dub jaata hai

    (jab ghir ke aayi kaali ghata, rindon ne kahaan ji bhar ke pila
    inkaar kiya jab saaki ne paimaane tut gaye, paimaane tut gaye) - 2

    jab aaye sharaabi masti mein, sab dub gaye yuun masti mein
    hungaama huwa ek basti mein, hungaama huwa ek basti mein
    log aaye jab maikhaane tak, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye

    saaki ki nakaabu ulat-te hi, kimat na rahi paimaane ki
    raunak hi gayi maikhaane ki, raunak hi gayi maikhaane ki
    sab pine lage jab aankhon se, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye

    saaki ki nazar jab tang huyi, sheeshon ki kismat sang huyi
    yuun saari faza berang huyi - 2
    maikhane mein aise jung huyi, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
    jab ghir ke aayi kaali ghata, rindon ne kaha ji bhar ke pila
    inkaar kiya jab saaki ne, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
    paimaane tut gaye, paimane tut gaye..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Paimane Toot Gaye mp3 song, Paimane Toot Gaye lyrics, Paimane Toot Gaye Lyrics, Lyrics Paimane Toot Gaye, Paimane Toot Gaye hindi lyrics, Paimane Toot Gaye hindi movie songs, Paimane Toot Gaye bollywood songs, Paimane Toot Gaye bollywood songs lyrics Download Paimane Toot Gaye mp3 song