BollywoodTarane

    Download Natnagar Ki Hai Saari Leela song

    Ghatothkach 2008

    Free Natnagar Ki Hai Saari Leela mp3 song

    We presents for now Natnagar Ki Hai Saari Leela mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Natnagar Ki Hai Saari Leela
    Artist : Mahalakshmi Iyer
    Save As
    Natnagar Ki Hai Saari Leela Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Natnagar Ki Hai Saari Leela
    Song Lyrics Movie = Ghatothkach (2008)
    Singers = Mahalakshmi Iyer
    Song Lyricists = Sameer
    Music Composer = Singeetam Srinivas Rao
    Director = Singeetam Srinivasa Rao
    Music Label = T-Series
    Starring = Animated Characters
    Release on = 23rd May, 2008


    mp3 songs


    Suno gaur se, suno gaur se tum
    Natnaagar ki hai saari leela
    Suno gaur se, suno gaur se tum
    Natnaagar ki hai saari leela

    Kaaragar mein janm liya laal devaki ka
    Mushkil mein praan phasi, maiya thi laachaar
    Kans maama ko khabar lagi, ho gaya chamtkaar
    Toot gayi hathkadiya, khul gaye saare dwaar
    Chali raah phir chaali raah aage
    Natnaagar ki hai saari leela

    Le ke chale tokari mein pita vaasudev
    Pag chhune chadhane lage jamuna nadi ke dhaar
    Thamane ka naam na le baarish ki raftaar
    Chhaaya bani kab aake sheshnaag fankaar
    Huwi paar phir jamuna ke tat se
    Natnaagar ki hai saari leela

    Maa ka roop dharke putala aayi dudh pilaane
    Maayavi ki maaya bujh gaye krishna
    Shyaam apani chaturaayi se karde kuchh aisa
    Vadh karke daayan ka bujha diye trishna
    Koyi na jaane antaryaami ko
    Natnaagar ki hai saari leela

    Bachpan ki chaaya mein khola divyalalaat
    Khel khel mein dikhlaaya maa ko roop viraat
    Yashomati maiya ne kaanha ko pehchaana
    Ishwar ki maaya ko tab jaake jaana
    Sakal vishwa ko khud mein chhipaaya hai
    Natnaagar ki hai saari leela

    Gopiyo sang raas racha, raas rachaiya ne
    Chir haran chhupake kiya krishna kanhaiya ne
    Maakhan ki chori mein pakada maiya ne
    Bansi ki dhun sunake naacha gaiya ne
    Prem raag se sabko hai baandha
    Natnaagar ki hai saari leela

    Kaale naag ne ghera ghir gaye saare sankat mein
    Sab gyaata giridhar ne kuchh aisa kaam kiya
    Har bhay se har chinta se janmann ko dur kiya
    Govardhan parwat ko ungali pe utha liya
    Bana di anhoni ko bhi honi
    Natnaagar ki hai saari leela
    Suno gaur se, suno gaur se tum
    Natnaagar ki hai saari leela......


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Natnagar Ki Hai Saari Leela mp3 song, Natnagar Ki Hai Saari Leela lyrics, Natnagar Ki Hai Saari Leela Lyrics, Lyrics Natnagar Ki Hai Saari Leela, Natnagar Ki Hai Saari Leela hindi lyrics, Natnagar Ki Hai Saari Leela hindi movie songs, Natnagar Ki Hai Saari Leela bollywood songs, Natnagar Ki Hai Saari Leela bollywood songs lyrics Download Natnagar Ki Hai Saari Leela mp3 song