BollywoodTarane

    Download Nathaniya Mai Na Pehnoon song

    Dharm Sankat 1990

    Free Nathaniya Mai Na Pehnoon mp3 song

    We presents for now Nathaniya Mai Na Pehnoon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Nathaniya Mai Na Pehnoon
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Nathaniya Mai Na Pehnoon Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Nathaniya Mai Na Pehnoon
    Song Lyrics Movie = Dharm Sankat 1990
    Singers = Kumar Sanu, Sapna Mukherjee
    Song Lyricists = Vishweshwar Sharma
    Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director = N.D. Kothari
    Music Label = Saregama
    Starring = Vinod Khanna, Amrita Singh, Dara Singh, Rohini
    Hattangadi, Amrish Puri, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Asrani,
    Sahila Chaddh
    Release on = 6th September, 1991


    mp3 songs

    Nathaniya main na pehnu
    Nathaniya main na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye
    Nathaniya main na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye
    Nathaniya main na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye
    Saiya ko chubh chubh jaaye haye
    Saiya ko chubh chubh jaaye nathaniya
    Nathaniya main na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye
    Nathaniya main to na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye

    Ho solah singar kiye
    Baithi dulhaniya
    Aane wale hai dulhe
    Raja behaniya
    Mann mein to ladu phute
    Upar se kahe ruthe
    Mann mein to ladu phute
    Upar se kahe ruthe
    Dekho barat aayi dware sajaniya
    Mann hi mann muskaye haye
    Mann hi mann muskaye
    Ghunghat mein to
    Ghunghat mein to na kholu
    Piya ki nazar lag jaaye
    Ghunghat mein to na kholu
    Piya ki nazar lag jaaye
    Nathaniya main to na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye

    Ho baje sehnai aaj
    Dhol tere angana
    Ghodi na chata dekho
    Aaya tera sajna
    Hui tu piya ki piya huye tere
    Hui tu piya ki piya huye tere
    Pura hua hai
    Aaj barso ka sapna
    Dhak dhak jiya ghabhraye haye
    Dhak dhak jiya ghabhraye
    Aage ki main to
    Aage ki main to na janu
    Kya hoga ri ab haye
    Aage ki main to na janu
    Kya hoga ri ab haye
    Nathaniya main to na pehnu
    Saiya ko chubh chubh jaaye

    Thumka lagao jee thumka lago
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Thumka lagao jee thumka lago
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Are dulha bhi raji
    Dulhaniya bhi raji
    Miya bibi raji to kya hota kaji
    Miya bibi raji to kya hota kaji
    Ek jaam tum bhi peeo
    Peeo aur has ke jeeo
    Ha ha peeo peeo
    Pee kar has ke jeeo
    Maje se hum bhi jeeye
    Maje se tum bhi jeeo
    Ha ha hum bhi jeeye
    Ha ha tum bhi jeeo
    Jug jug jeeye jodi
    Hoshiyar daudi daudi
    Phale aur phule gori
    Bandhi rahe pyar ki dori
    Bandhi rahe pyar ki dori
    Pyar ki dori pyar ki dori
    Thumka lagao jee thumka lago
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Shadi ka mauka hai
    Nacho aur gaao
    Badi taqdeer teri
    Bhari rahe mang teri
    Duaye main to ye mangu
    Jodi amar ho jaaye
    Duaye main to ye mangu
    Jodi amar ho jaaye



    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Nathaniya Mai Na Pehnoon mp3 song, Nathaniya Mai Na Pehnoon lyrics, Nathaniya Mai Na Pehnoon Lyrics, Lyrics Nathaniya Mai Na Pehnoon, Nathaniya Mai Na Pehnoon hindi lyrics, Nathaniya Mai Na Pehnoon hindi movie songs, Nathaniya Mai Na Pehnoon bollywood songs, Nathaniya Mai Na Pehnoon bollywood songs lyrics Download Nathaniya Mai Na Pehnoon mp3 song