BollywoodTarane

    Download Naina Bol Gaye song

    Jab Tum Kaho 2016

    Free Naina Bol Gaye mp3 song

    We presents for now Naina Bol Gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Naina Bol Gaye
    Artist : Shankar Mahadevan
    Save As
    Naina Bol Gaye Song Lyrics
    Song Title = Naina Bol Gaye
    Movie/Album = Jab Tum Kaho
    Singers = Shankar Mahadevan
    Musicians = Nishad Chandra
    Lyricists = Ravi Chopda

    Mp3 Song Lyrics

    ((Palkon se uljhi palak
    Yeh qissa gaya dil talak
    Ho dil ne kaha dekh li
    In aakhon mein rab ki jhalak...

    Lamhon ki mulakaaton mein
    Hamein bandh ke jazbaton mein ... (2)

    Bin bole har bhed jia ka khol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye

    Naina bol gaye ... (4)

    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye ... (2)

    Mannatein, minnatein rang laane lagi
    Jannatein ru-ba-roo mere aane lagi
    Ho mannatein, minnatein rang laane lagi
    Jannatein ru-ba-roo mere aane lagi...

    Khul ke khilne lagi khwahishien
    Manchali si hain farmayishein
    Saason mein ehsas nasha sa ghol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye...

    Hoslon ki hawa de gayi chahatein
    Tum mile to mili dil ko sau raahatein
    Hum sulajhne, ulajhne lage
    Ishq kya hai samajhne lage...

    Hum sambhle to dil diwane dol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye
    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye...

    Naina bol gaye ... (4)

    Jo hum keh na paaye, naina bol gaye ... (2))

    Posted by  : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Naina Bol Gaye mp3 song, Naina Bol Gaye lyrics, Naina Bol Gaye Lyrics, Lyrics Naina Bol Gaye, Naina Bol Gaye hindi lyrics, Naina Bol Gaye hindi movie songs, Naina Bol Gaye bollywood songs, Naina Bol Gaye bollywood songs lyrics Download Naina Bol Gaye mp3 song