BollywoodTarane

    Download Naam Tera Hai Zaban Par song

    Dastaan 1950

    Free Naam Tera Hai Zaban Par mp3 song

    We presents for now Naam Tera Hai Zaban Par mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Naam Tera Hai Zaban Par
    Artist : Suraiya
    Save As
    Naam Tera Hai Zaban Par Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Naam Tera Hai Zaban Par
    Song Lyrics Movie = Dastaan (1950)
    Singers = Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
    Song Lyricists = Shakeel Badayun
    Music Composer = Naushad Ali
    Director = Abdul Rashid Kardar
    Music Label = Saregama
    Starring = Suraiya, Raj Kapoor, Veena, Suresh, Al Nasir, Pratima Devi,
    Murad, S.N. Banerjee, Laxman, Surendra
    Release on = 13th June, 1950


    mp3 songs


    Ho ho ho ho
    Ho ho ho ho
    Naam tera hai zabaan par
    Yaad teri dil mein hai
    Jaanewaale ab to aa jaa
    Zindagi mushqil mein hai
    Zindagi mushqil mein hai
    Naam teraa hai zabaan par
    Yaad teri dil mein hai
    Jaanewaale ab to aa jaa
    Zindagi mushqil mein hai
    Zindagi mushqil mein hai

    Dil kaa jo anjaam hona tha
    Wahi aakhir huaa
    Chaand armaanon ka mere
    Badliyon mein chhup gaya
    Chhup gaya
    Ab andhera hi andhera
    Pyaar ki mehfil mein hai
    Jaanewaale ab to aa jaa
    Zindagi mushqil mein hai
    Zindagi mushqil mein hai

    Rah gayi, rah gayi
    Fariyaad ban kar
    Fariyaad ban kar
    Wo khushi ki daastaan
    Wo khushi ki daastaan
    Tere gham ko dil mein le kar
    Ham to baithe hain yahaan
    Hain yahaan
    Dil ke maalik tu na jaane
    Kaun si manzil mein hai
    Jaanewaale ab to aa jaa
    Zindagi mushqil mein hai
    Zindagi mushqil mein hai....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Naam Tera Hai Zaban Par mp3 song, Naam Tera Hai Zaban Par lyrics, Naam Tera Hai Zaban Par Lyrics, Lyrics Naam Tera Hai Zaban Par, Naam Tera Hai Zaban Par hindi lyrics, Naam Tera Hai Zaban Par hindi movie songs, Naam Tera Hai Zaban Par bollywood songs, Naam Tera Hai Zaban Par bollywood songs lyrics Download Naam Tera Hai Zaban Par mp3 song