BollywoodTarane

    Download Naam Apun KaJaani Remix song

    Makkhi 2012

    Free Naam Apun KaJaani Remix mp3 song

    We presents for now Naam Apun KaJaani Remix mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Naam Apun KaJaani Remix
    Artist : New Song
    Save As
    Naam Apun KaJaani Remix Song Lyrics
    Song lyrics Title :  Naam Apun Ka Jaani (Remix)
    Song lyrics movie : Makkhi (2012)
    Singer : Deepu & Rahul Sipligunj


    mp3 songs lyrics

    Yeh aag kaisi mere seene mein hai dehakti
    Andhron mein na koi umeed hai chamkti
    Makkhi makkhi makkhi makkhi
    Makkhi makkhi makkhi makkhi…

    Naam apun ka jaani
    Maangega na tu pani
    Aisey cheen lunga
    Main teri zindgani

    Naam apun ka jaani
    Maangega na tu pani
    Aisey cheen lunga
    Main teri zindgani
    Main aaj chal pada hoon
    Oonchi udaan meri
    Tere khoon se likhunga
    Ab main kahaani teri
    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi

    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi

    Makkhi makkhi makkhi
    Makkhi makkhi makkhi
    Makkhi makkhi makkhi
    Makkhi makkhi makkhi

    Hoon zara sa lekin
    Tu kya mujhko roke
    Ik zara sa shola
    Gaon gaon phooke
    Boond ik zehar ki
    Kabhi bhi na chuke
    Ik zara si boli
    Daagey bandookein

    [Wasnt it you and me
    Wasnt it natural
    Before the big bang]

    Nahi doodh ki main makkhi
    Jo mujhko faink dega
    Jab teri saans ruki
    Tabhi sakoon lega
    Tujhse nazar milake
    Main chutki mein maar dunga

    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi
    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi

    Ik dastak paunga
    Aaj hai zaroori kaam kaaj
    Sirf dus sirf dus
    Ek tujhko maarna
    Do tujhko maarna
    Teen tujhko maarna
    Chaar tujhko maarna
    Paanch tujhko maarna
    Cheh tujhko maarna
    Saat tujhko maarna
    Aath tujhko maarna
    Nau tujhko maarna
    Dus tujhko ratti raati
    Masal masal todhke madodke
    Shareer cheer cheer maarna

    Fad fad fad fad fadfadaaonga
    Tere kaanon mein mrityu raag main gaaunga
    Chaha tere haath pe lakeer choti karunga
    Khone ko kuch nahi hai
    Kya hai jo main kho dunga
    Ik baar mur chuka hoon
    Iss baar kya darungaa

    Nahi doodh ki main makkhi
    Jo mujhko faink dega
    Jab teri saans ruki
    Tabhi sakoon lega
    Tujhse nazar milake
    Main chutki mein maar dunga

    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi
    Makkhi hoon main makkhi
    Sair kar na rakhi
    Meri ik nazar se
    Tune maut chakhi
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Naam Apun KaJaani Remix mp3 song, Naam Apun KaJaani Remix lyrics, Naam Apun KaJaani Remix Lyrics, Lyrics Naam Apun KaJaani Remix, Naam Apun KaJaani Remix hindi lyrics, Naam Apun KaJaani Remix hindi movie songs, Naam Apun KaJaani Remix bollywood songs, Naam Apun KaJaani Remix bollywood songs lyrics Download Naam Apun KaJaani Remix mp3 song