BollywoodTarane

    Download Na aadmi ka koi song

    Aadmi 1968

    Free Na aadmi ka koi mp3 song

    We presents for now Na aadmi ka koi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Na aadmi ka koi
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Na aadmi ka koi Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Na aadmi ka koi
    Song Lyrics Movie : Aadmi 1968
    Singers : Mohammed Rafi
    Song Lyricists : Shakeel Badayuni
    Music Composer : Naushad Ali
    Music Director : Naushad Ali
    Director : A Bhimsingh
    Music Label : Saregama
    Starring : Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman
    Release on : 16th July, 1968


    mp3 songs


    Teri mohabbat pe shak nahi hai
    Teree wafao ko manata hu
    Magar tujhe kiski aarju hai
    Main yeh hakikat bhi janata hu

    Na aadami ka koyi bharosa
    Naa dosti ka koyi thikana
    Wafaa kaa badalaa hain bewafayi
    Ajab jamana hain yeh jamana
    Na aadami ka koyi bharosa

    Naa husn mein abb woh dilakashee hai
    Naa ishk mein abb woh jindagi hai
    Jidhar nigaahe uthake dekho
    Sitam hain dhokhaa hain berukhi hai
    Badal gaye jindagee ke nagame
    Bikhar gayaa pyaar kaa tarana
    Badal gaye jindagee ke nagame
    Bikhar gayaa pyaar kaa tarana
    Na aadami ka koyi bharosa

    Dawa ka badale mein jeher de do
    Utaar do mere dil mein khanjar
    Lahu se sincha tha jis chaman ko
    Uge hain shole ussi ke andar
    Mere hee ghar ke charaag ne khud
    Jala diya mera aashiyana
    Mere hee ghar ke charaag ne khud
    Jala diya mera aashiyana
    Na aadami ka koyi bharosa
    Naa dosti ka koyi thikana
    Wafaa kaa badalaa hain bewafayi
    Ajab jamana hain yeh jamana..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Na aadmi ka koi mp3 song, Na aadmi ka koi lyrics, Na aadmi ka koi Lyrics, Lyrics Na aadmi ka koi, Na aadmi ka koi hindi lyrics, Na aadmi ka koi hindi movie songs, Na aadmi ka koi bollywood songs, Na aadmi ka koi bollywood songs lyrics Download Na aadmi ka koi mp3 song