BollywoodTarane

    Download Na Unees Se song

    Dalaal 1993

    Free Na Unees Se mp3 song

    We presents for now Na Unees Se mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Na Unees Se
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Na Unees Se Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Na Unees Se
    Song Lyrics Movie  = Dalaal
    Singers = Kumar Sanu
    Song Lyricists = Maya Govind, Prakash Mehra
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Director = Partho Ghosh
    Music Label = Venus
    Starring = Mithun Chakraborty, Raj Babbar, Ayesha Jhulka
    Release on = 29th November, 1993


    mp3 songs


    Arey bhai, mere bandhu, mere bhai, mere aana
    Yeh lallu kya kehta hai hamko batana
    Jahan tak meree najar ja rahee hai
    Yeh gintee me kahe khata kha rahee hai
    Yeh unis mujhe leke dubega bhaiyya
    Aur ikkis kahe mujhe tadpa rahee hai

    Arey bitch kee mindee kidhar gayee, idhar gayee ya udhar gayee
    Kis khadde me utar gayee, jane bhee do jidhar gayee

    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada
    Jara bat khul key toh samjha do bhai
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada
    Jara bat khul key toh samjha do bhai
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam ho naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada

    Jara theharana bhaisab wat non sense
    Arey rey rey rey aap toh hai memsab
    Kaa kare ham bahut confuse hu
    Jara rukiya memsab u shut up
    Maf karna aap toh hai bhaisab, kaa kare ham bahut confuse hu

    Yeh kaisa gajab hain jagat kaa achamba
    Jise keel samjho nikalta hai khamba
    Yeh kaisa gajab hain jagat kaa achamba
    Jise keel samjho nikalta hai khamba
    Yeh ladkee ne ladke kee pakdee kalayee
    Ya ladke ne ladkee patai hai bhai
    Koyee toh bataye yeh nar hai yah mada
    Koyee toh bataye yeh nar hai yah mada
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada
    Jara bat khul key toh samjha do bhai
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada

    Unnis aur ikkis yane key naues ikka
    Boss kya no bataya abhee lagake aaya
    Ah ha gate toh achha ho guru par, iss line me kabse ho shuru

    Abhee iss jagah pehlee hee bar aaye
    Badee minnaton se gaye hai bulaye
    Abhee iss jagah pehlee hee bar aaye
    Badee minnaton se gaye hai bulaye
    Yeh gintee key chakkar me jabse pade hain
    Jaha se chale the wahee peh khade hai
    Akal kaa nikalne laga hai burada
    Akal kaa nikalne laga hai burada
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada
    Jara bat khul key toh samjha do bhayee
    Mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
    Naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
    Divano kaa najane kya hai irada

    Arey bitch kee mindee kidhar gayee, idhar gayee ya udhar gayee
    Kis khadde me utar gayee, jane bhee do jidhar gayee....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Na Unees Se mp3 song, Na Unees Se lyrics, Na Unees Se Lyrics, Lyrics Na Unees Se, Na Unees Se hindi lyrics, Na Unees Se hindi movie songs, Na Unees Se bollywood songs, Na Unees Se bollywood songs lyrics Download Na Unees Se mp3 song