BollywoodTarane

    Download Na Aadami Ka Koyi Bharosa song

    Aadmi 1968

    Free Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song

    We presents for now Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Na Aadami Ka Koyi Bharosa
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Na Aadami Ka Koyi Bharosa Song Lyrics
    Song Lyrics: Na Aadami Ka Koyi Bharosa
    Song Lyrics Movie or Album: Aadmi (1968)
    Singer(s): Mohammad Rafi
    Music Director(s): Naushad
    Lyricist(s): Shakeel Badayuni


     Lyrics


    teri mohabbat pe shak nahi hai
    teree wafao ko manata hu
    magar tujhe kiski aarju hai
    main yeh hakikat bhi janata hu

    na aadami ka koyi bharosa
    naa dosti ka koyi thikana
    wafaa kaa badalaa hain bewafayi
    ajab jamana hain yeh jamana
    na aadami ka koyi bharosa

    naa husn mein abb woh dilakashee hai
    naa ishk mein abb woh jindagi hai
    jidhar nigaahe uthake dekho
    sitam hain dhokhaa hain berukhi hai
    (badal gaye jindagee ke nagame
    bikhar gayaa pyaar kaa tarana) - (2)
    na aadami ka koyi bharosa

    dawa ka badale mein jeher de do
    utaar do mere dil mein khanjar
    lahu se sincha tha jis chaman ko
    uge hain shole ussi ke andar
    (mere hee ghar ke charaag ne khud
    jala diya mera aashiyana) - (2)
    na aadami ka koyi bharosa
    naa dosti ka koyi thikana
    wafaa kaa badalaa hain bewafayi
    ajab jamana hain yeh jamana...


    Posted by: {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song, Na Aadami Ka Koyi Bharosa lyrics, Na Aadami Ka Koyi Bharosa Lyrics, Lyrics Na Aadami Ka Koyi Bharosa, Na Aadami Ka Koyi Bharosa hindi lyrics, Na Aadami Ka Koyi Bharosa hindi movie songs, Na Aadami Ka Koyi Bharosa bollywood songs, Na Aadami Ka Koyi Bharosa bollywood songs lyrics Download Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song