BollywoodTarane

    Download Mujhko yaaron maaf karna song

    Main Nashe Mein Hoon 1959

    Free Mujhko yaaron maaf karna mp3 song

    We presents for now Mujhko yaaron maaf karna mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mujhko yaaron maaf karna
    Artist : Mukesh
    Save As
    Mujhko yaaron maaf karna Song Lyrics
    song lyrics title : Mujhko yaaron maaf karna
    song lyrics movie/album : MAIN NASHE MEIN HOON
    Singer(s):  MUKESH



    Song Lyrics:

    Saahib sharaab peene de, masjid mein baithkar
    Ya woh jagah bataa de, jahan par khuda na ho

    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
    Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

    Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hain kam
    Ab jara aaraam se aa jaa raha hai dam
    Are aa jaa raha hai dam
    Kam hain ab dil ka tadapna, main nashe mein hoon
    Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

    Dhal chuki hai raat kab ki, ooth gayi mehfil
    Main kahan jaoon nahi koi meri manzil
    Nahi koi meri manzil
    Do kadam mushkil hai chalna, main nashe mein hoon
    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

    Hai jara si baat aur chhalke hain kuch pyaale
    Warna jaane kya kahenge ye jahanwale
    Kahenge ye jahanwale
    Tum bas itna yaad rakhna, main nashe mein hoon
    Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
    Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mujhko yaaron maaf karna mp3 song, Mujhko yaaron maaf karna lyrics, Mujhko yaaron maaf karna Lyrics, Lyrics Mujhko yaaron maaf karna, Mujhko yaaron maaf karna hindi lyrics, Mujhko yaaron maaf karna hindi movie songs, Mujhko yaaron maaf karna bollywood songs, Mujhko yaaron maaf karna bollywood songs lyrics Download Mujhko yaaron maaf karna mp3 song