BollywoodTarane

    Download Mujhe saajan Ke Ghar song

    Lajja 2001

    Free Mujhe saajan Ke Ghar mp3 song

    We presents for now Mujhe saajan Ke Ghar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mujhe saajan Ke Ghar
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Mujhe saajan Ke Ghar Song Lyrics
    Song lyrics Title : Saajan Ke Ghar Jaana Hai
    Song lyrics Movie/Album Name: LAJJA
    Singer(s) : ALKA YAGNIK, RICHA SHARMA, AND SONU NIGAM

     Lyrics
    --FEMALE 1--
    Mehndi lagaake aayi

    --FEMALE 2--
    Haai

    --FEMALE 1--
    Bindiya sajaake aayi

    --FEMALE 2--
    Oye hoye hoye hoye

    --FEMALE 1--
    Mehndi lagaake aayi, bindiya sajaake aayi
    Choodi khankaake aayi, paayal chhankaake aayi
    Ho, ab geet milan ke gaana hai

    --CHORUS--
    Gaana hai, gaana hai

    --FEMALE 1--
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 3

    --CHORUS--
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai

    --FEMALE 1--
    Haan, mujhe saajan ke ghar jaana hai
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2

    --FEMALE 2--
    Gudiya patole the meriyaan nishaaniyaan
    Yaadon reh jaaniyaan

    --FEMALE 1--
    Bachpan beeta jawaani aayi, hoye
    Bachpan beeta jawaani aayi
    Saajan ka sandesa laayi
    Saiyyaanji ki sej ko jaake
    Phoolon se mahekaana hai
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
    Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai

    --FEMALE 2--
    Jamdiyaan mohe piya to paraaiyaan ho jaandiyaan
    Piya mar jaaniyaan

    --FEMALE 1--
    Pal mein naata tod chali main, hoye
    Pal mein naata tod chali main
    Baabul ka ghar chhod chali main
    Ab to piya ke des mein
    Saara jeevan mujhe bitaana hai
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
    Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
    Oh oh oh, aah aah aah aah
    Beti ki taqdeer ka likha, haai
    Beti ki taqdeer ka likha padhke mamta royi
    Kisi ne isko janam diya aur le jaaye ise koi

    --MALE--
    Ho, sajdhajke aaye baaraati, laaye ghode haathi
    O, teri shaadi ke mauke pe milke sehra gaayenge
    Sada suhaagan rahe tu banno, tujhe duaaein de jaayenge
    Aaj ki raina hum logon ko jhoom jhoomke gaana hai
    Oye hoye!

    --CHORUS--
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2

    --FEMALE 1--
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai
    Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
    Mujhe saajan ke ghar jaana hai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mujhe saajan Ke Ghar mp3 song, Mujhe saajan Ke Ghar lyrics, Mujhe saajan Ke Ghar Lyrics, Lyrics Mujhe saajan Ke Ghar, Mujhe saajan Ke Ghar hindi lyrics, Mujhe saajan Ke Ghar hindi movie songs, Mujhe saajan Ke Ghar bollywood songs, Mujhe saajan Ke Ghar bollywood songs lyrics Download Mujhe saajan Ke Ghar mp3 song