BollywoodTarane

    Download Mujhe dena re badhai song

    Ahinsa 1979

    Free Mujhe dena re badhai mp3 song

    We presents for now Mujhe dena re badhai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mujhe dena re badhai
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Mujhe dena re badhai Song Lyrics
    Song Title = Mujhe Dena Re Badhai
    Movie/Album = Ahinsa 1979
    Singers= Asha Bhosle, Mohammed Rafi
    Song Lyricists= Ram Bhardwaj
    Music Composer= Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director= Chand
    Starring= Sunil Dutt, Rekha
    Release on= 28th December, 1979

    Mp3 Song Lyrics

    Dhamak dhamak dham dholak
    Baje gunj uthi sahenai
    Dhamak dhamak dham dholak
    Baje gunj uthi sahenai
    Tulsi ki ramayan ne bhi
    Baat yahi batalai
    Ha ha baat yahi batalai
    Jab jab neki aur badi ki
    Jag mein hui ladai
    Ha  ha jag mein hui ladai
    Are ravan ko bhetkar mili hai
    Ram ko mili badhai
    Ha ha ram ko mili badhai
    Ha ha ram ko mili badhai
    Are badhai ho bhaiya ho
    Badhai ho badhai ho

    Mujhe dena re
    Mujhe dena re badhai gaon walo
    Ke yaar mera rab ho gaya
    Mujhe dena re badhai gaon walo
    Ke yaar mera rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Ho ho ho ho ho ho
    Mein hu pyar ka
    O mein hu pyar ka pyasa gaon walo
    Ke pyar mera rab ho gaya
    Rab ho gaya re pyar rab ho gaya
    Rab ho gaya re pyar rab ho gaya
    Mujhe dena re badhai gaon walo
    Ke yaar mera rab ho gaya

    Nachu kaise na mein aaj
    Rakhi piya ji ne laaj
    More saiyaji ki aarti utar lo
    Ho mujhse saiyaji ki aarti utar lo
    Wo he prem ka deewana
    Sara jaane yeh zamana
    Use ek baar pyar se pukar lo
    Ho use ek baar pyar se pukar lo
    Are akhiyon re akhiyon
    Suno mori shakhiyon
    Ho suno mori shakhiyon
    Akhiyon re akhiyon
    Suno mori shakhiyon
    Usko palko ki chhavon mein bithalo
    Ke yaar mera rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Mein hu pyar ka pyasa gaon walo
    Ke pyar mera rab ho gaya

    Mangu sabki mein khair
    Raha kisi se na bair
    Maza zindagi ka aaya
    Yaaro ab hai
    Ho maza zindagi ka aaya
    Yaaro ab hai
    Banda rab ka hai noor
    Banda bande se hai door
    Banda pyar kare khud rab hai
    Ho banda pyar kare khud rab hai
    Chhota nahi koi aur bada nahi koi
    Ha bada nahi koi
    Chhota nahi koi aur bada nahi koi
    Aao gairo ko bhi gale lagalo
    Ke pyar mera rab ho gaya
    Rab ho gaya re pyar rab ho gaya
    Haye rab ho gaya re pyar rab ho gaya
    Mujhe dena re badhai gaon walo
    Ke yaar mera rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Rab ho gaya re pyar rab ho gaya
    Rab ho gaya re yaar rab ho gaya
    Rab ho gaya re pyar rab ho gaya.

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mujhe dena re badhai mp3 song, Mujhe dena re badhai lyrics, Mujhe dena re badhai Lyrics, Lyrics Mujhe dena re badhai, Mujhe dena re badhai hindi lyrics, Mujhe dena re badhai hindi movie songs, Mujhe dena re badhai bollywood songs, Mujhe dena re badhai bollywood songs lyrics Download Mujhe dena re badhai mp3 song