BollywoodTarane

    Download Mujhe Sirf Barbaadiyaan song

    Swaha 2010

    Free Mujhe Sirf Barbaadiyaan mp3 song

    We presents for now Mujhe Sirf Barbaadiyaan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mujhe Sirf Barbaadiyaan
    Artist : K K
    Save As
    Mujhe Sirf Barbaadiyaan Song Lyrics
    Song lyrics : Barbaadiyaan
    Song lyrics Movie Or Album: Swaha
    Singer(S): KK, Rikkee


    Song lyrics
     
    O Ho Ho Ho O O O O Ho.....

    O O O O.....
    Mujhe Jindagi Se Muhabbat Bahot Thi
    Shikaayat Ko Majbur Hoon Abb
    Ghumon Ki Yeh Lapate Uthi Iss Tarah Se
    Ki Inamein Jala Ja Raha Sab
    Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
    Chali Waqt Ki Aandhiyaan
    Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
    Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....

    Samandar Mein Duba Huwa Shaqs Hoon Main
    Kinaare Bahot Dur Hai
    Main Woh Shaqs Tha Chaand Ki Sochata Tha
    Sitaarein Bahot Dur Hain
    Main Kaanton Pe Chal Toh Raha Hoon
    Magar Meri Aadat Mein Shaamil Nahi Yeh
    Jo Manjil Najar Aa Rahi Mujhako Aaj
    Haan Sach Puchho Manjil Nahi Yeh
    Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
    Chali Waqt Ki Aandhiyaan
    Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
    Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....

    Main Iss Bebasi Pe Hasu Ya Main Rou, Yeh Aasaan Nahi Faisala
    Main Unchaaio Se Gira Aur Girunga, Shuru Ho Chuka Silsila
    Haan Kismat Ki Baaton Pe Kudart Ke Kisso Pe
    Abb Toh Yakin Aa Raha
    Haan Jo Waqt Hai Meri Kismat Mein Likha, Wahin Waqt Le Ja Raha
    Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
    Chali Waqt Ki Aandhiyaan
    Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
    Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mujhe Sirf Barbaadiyaan mp3 song, Mujhe Sirf Barbaadiyaan lyrics, Mujhe Sirf Barbaadiyaan Lyrics, Lyrics Mujhe Sirf Barbaadiyaan, Mujhe Sirf Barbaadiyaan hindi lyrics, Mujhe Sirf Barbaadiyaan hindi movie songs, Mujhe Sirf Barbaadiyaan bollywood songs, Mujhe Sirf Barbaadiyaan bollywood songs lyrics Download Mujhe Sirf Barbaadiyaan mp3 song