BollywoodTarane

    Download Mujhe Dard Rehta mukesh song

    Dus Numbri 1976

    Free Mujhe Dard Rehta mukesh mp3 song

    We presents for now Mujhe Dard Rehta mukesh mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mujhe Dard Rehta mukesh
    Artist : Mukesh
    Save As
    Mujhe Dard Rehta mukesh Song Lyrics
    Title : Mujhe Dard Rehta Hai
    Movie/Album Name: DUS NAMBARI
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MUKESH

    Lyrics:

    LATA
    mujhe dard rehta hai
    MUKESH
    hu
    dil mein dard rehta hai
    MUKESH
    achha
    LATA
    mujhe bhuk nahi lagti
    mujhe pyas nahi lagti
    MUKESH
    baapre
    LATA
    saara din tadapti hu
    saari raat jagti hu
    jaane kya hua mujhko
    koi de dawa mujhko

    mujhe dard rehta hai
    dil mein dard rehta hai
    mujhe bhuk nahi lagti
    mujhe pyas nahi lagti
    saara din tadapti hu
    saari raat jagti hu
    jaane kya hua mujhko
    koi de dawa mujhko
    mujhe dard rehta hai
    dil mein dard rehta hai
    MUKESH
    toh hari naam ko jaap ke gangajal pee lena
    arey toh hari naam ko jaap ke gangajal pee lena
    pee kar phir aaram se jani jug jug jee lena
    yadi phir bhi na mile tujhe aaram
    toh raksha kare teri siyaraam
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...
    LATA
    (teri dillagi hai hai hai
    ek aankh na bhaaye bhaaye bhaaye) - 2
    mujhe rog bhari hai hai hai
    teri bekaraari hai hai hai
    jab dil dhadakta hain jaise dank lagta hai
    jiya talmalata hain rab yaad aata hai
    teri dillagi hai ek aankh na bhaaye
    MUKESH
    hai bura aankh ka rog sundari sudh iski lena - 2
    surmaa bandh shaam saver lena
    yadi phir bhi ho wahi subaho shaam
    toh raksha kare teri siyaraam
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...
    LATA
    hey raam kya hoga najaam kya hoga
    aawaz du kisko koi thaam le mujhko
    bechain phirti hu uthti hu girti hu
    ek saans aati hai ek saans jaati hai
    hey raam kya hoga najaam kya hoga
    MUKESH
    arey jatadhari ke naam baalike ek erassi lena - 2
    aur gale mein phanda daalke har dukh se mukti lena
    yadi phir bhi na bane tera kaam
    toh raksha kare teri siyaraam
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...
    LATA
    [nahi maut bhi aati
    MUKESH
    tujh se hai ghabrati]..... - 2
    LATA
    main kya buri aaisi
    MUKESH
    jaanu kya main pardesi
    ???
    LATA
    haay haay phir dil dhadakta

    MUKESH
    phir  naam lena  iswar  ka
    LATA
    (arjun -4 mere arjun arjun) - 2
    rahi jo yahi uljhan toh ban jaaungi jogan
    MUKESH
    abhi jaake bazaar re bhagwa chunri le aana - 2
    ???
    yadi phir bhi tu phire dil ko thaam
    toh raksha kare teri siyaraam
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam
    LATA
    mujhe dard rehta hai
    dil mein dard rehta hai
    MUKESH
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam
    LATA
    mujhe bhuk nahi lagti
    mujhe pyas nahi lagti
    MUKESH
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam
    siyaraam...siyaraam...siyaraam...siyaraam...

    POSTED BY:DEVI MANDAL
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mujhe Dard Rehta mukesh mp3 song, Mujhe Dard Rehta mukesh lyrics, Mujhe Dard Rehta mukesh Lyrics, Lyrics Mujhe Dard Rehta mukesh, Mujhe Dard Rehta mukesh hindi lyrics, Mujhe Dard Rehta mukesh hindi movie songs, Mujhe Dard Rehta mukesh bollywood songs, Mujhe Dard Rehta mukesh bollywood songs lyrics Download Mujhe Dard Rehta mukesh mp3 song