BollywoodTarane

    Download Mubarak Ho 1980 song

    Do Premee 1980

    Free Mubarak Ho 1980 mp3 song

    We presents for now Mubarak Ho 1980 mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mubarak Ho 1980
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Mubarak Ho 1980 Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mubarak Ho
    Song Lyrics Movie = Do Premee (1980)
    Singers = Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
    Director = Raj Khosla
    Music Label = Saregama
    Starring = Rishi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Om Prakash, I.S. Johar, Deven Verma, Geeta Behl, Roopesh Kumar, Aruna Irani, K.N. Singh
    Release on = 11th January, 1980

    mpe songs


    Bura ghar ho bhala ghar ho
    Hame kya isse lena hai
    Hamara kam to beta mubarak bad lena hai
    Ladki walo ki taraf se ladke walo ko
    Ladke walo ki taraf se ladki walo ko
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho
    Ladki walo ki taraf se ladke walo ko
    Ladke walo ki taraf se ladki walo ko
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

    Ye ladki to hai chandani se bhi gori
    Gori ha gori
    Ye ladki to hai chandani se bhi gori
    Hua kya kisi chand ki thi chakori
    Chand ki thi chakori
    Kiya tha pyar isne magar ab
    Magar ab magar ab
    Milati nahi piya se najar ab
    Najar ab najar ab
    Hua kya kaho kab hame kya matlab
    Dalo khak purani bato par
    Hame kya kahte ho
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

    Ye ladka hai acha nahi kuch kharabi
    Ye ladka hai acha nahi kuch kharabi
    Hua kya agar hai jara sa
    Jara sa jara sa juari sharabi
    Juari sharabi
    He girega tabhi to sambhal jayega ye
    Ke shadi hui to to to badal jayega ye
    Badal jayega ye
    Kaha hamne kya kab khafa ho gaye ye sab
    Fir ye bhul nahi hogi bas hame maf kar do
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

    Ye ladke ka daddy bada paisa wala
    Ye ladke ka daddy bada paisa wala
    Hua kya agar iska dhandha hai kala
    Ye ladki ka daddy bada hi farishta
    Magar iski kismat kaha joda rishta
    Kaha joda rishta
    Hasi ye jodi hai kasar bas thodi hai
    Ye rishta nahi manjur ladki ladke ko
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho
    Ladki walo ki taraf se ladke walo ko
    Ladke walo ki taraf se ladki walo ko
    Mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mubarak Ho 1980 mp3 song, Mubarak Ho 1980 lyrics, Mubarak Ho 1980 Lyrics, Lyrics Mubarak Ho 1980, Mubarak Ho 1980 hindi lyrics, Mubarak Ho 1980 hindi movie songs, Mubarak Ho 1980 bollywood songs, Mubarak Ho 1980 bollywood songs lyrics Download Mubarak Ho 1980 mp3 song