BollywoodTarane

    Download Mohabbat Ke Din Ho song

    Farz 2001

    Free Mohabbat Ke Din Ho mp3 song

    We presents for now Mohabbat Ke Din Ho mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mohabbat Ke Din Ho
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Mohabbat Ke Din Ho Song Lyrics
    Song Title = Mohabbat Ke Din Ho
    Movie/Album = Farz 2001
    Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan

    Mp3 Song Lyrics
    ((--MALE--
    (Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
    Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein) - 2

    --FEMALE--
    Yeh meri zindagi ab tere naam hai
    Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
    Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai

    --MALE--
    Yeh meri zindagi ab tere naam hai
    Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
    Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai
    Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
    Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein

    Khwaabon mein dekha jisse, tu hai vahi dilrooba
    Chaahoon main kitna tujhe tujhko nahin hai pataa

    --FEMALE--
    Darrta hai dil, jaao sanam
    Yun naa mujhe chaaho sanam
    Hum jo hue milke judaa
    Socho zara, phir hoga kya

    --MALE--
    Abhi to mile ho, naa tum aisa socho
    Meri chaahaton ka yun rastaa naa roko

    --FEMALE--
    Oh, yeh meri zindagi ab tere naam hai
    Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
    Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai

    --CHORUS--
    Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
    Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein

    --MALE--
    Tere sivaa ab mujhe kuch yaad aata nahin
    Betaab rehta hoon main, yun dard jaata nahin

    --FEMALE--
    Deewangi mushkil badi
    Main kya karoon, mujhko bataa
    Is dard ki kya hai davaa
    Tu jo kahe mangoon duaan

    --MALE--
    Ho, yeh dil hai deewana, nahin maanta hai
    Sivaa ishq ke kuch nahin jaanta hai

    --FEMALE--
    Hey, yeh meri zindagi

    --MALE--
    Ab tere naam hai

    --FEMALE--
    Tu hai meri subhaa

    --MALE--
    Tu meri shyaam hai

    --FEMALE--
    Dilbar tujhe pyaar karna

    --MALE--
    Ab mera kaam hai

    --CHORUS--
    Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
    Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mohabbat Ke Din Ho mp3 song, Mohabbat Ke Din Ho lyrics, Mohabbat Ke Din Ho Lyrics, Lyrics Mohabbat Ke Din Ho, Mohabbat Ke Din Ho hindi lyrics, Mohabbat Ke Din Ho hindi movie songs, Mohabbat Ke Din Ho bollywood songs, Mohabbat Ke Din Ho bollywood songs lyrics Download Mohabbat Ke Din Ho mp3 song