BollywoodTarane

    Download Mere dushman mere bhai mere song

    Border 1997

    Free Mere dushman mere bhai mere mp3 song

    We presents for now Mere dushman mere bhai mere mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mere dushman mere bhai mere
    Artist : Hariharan
    Save As
    Mere dushman mere bhai mere Song Lyrics
    Song Lyrics : Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye
    Song Lyrics Movie or Album: Border
    Singer(s): Hariharan
    Music Director(s): Anu Malik
    Lyricist(s): Javed Akhtar

    Lyrics

    sannate kee gehri chhanv, khamoshi se jalte ganv
    yeh nadiyo par tute huye pul, dharti ghayal aur vyakul
    yeh khet gamo se jhulse huye, yeh khali raste sehme huye
    yeh matam karta sara sama, (yeh jalte ghar yeh kala dhuwa -2)
    ho ho ho ho ho.........
    hmm hmm hmm hmm..........
    mere dushman mere bhai mere humsaye - (2)
    mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain
    barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay
    mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho.....

    hmm hmm hmm hmm..........
    barud se bojhal saree fija, hai maut kee dhup hai lati hawa
    jakhmon pe hai chhayi lachari, dariyo me hai khilti bimari
    yeh marte bachche hatho me, yeh maon kaa rone rato me
    murda basti murda hai nagar, (chehre patthar hain dil patthar -2)
    ho ho ho.....
    hmm hmm hmm hmm..........
    mere dushman mere bhai mere humsaye - (2)
    mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain
    barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay
    mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho.....

    hmm hmm hmm hmm..........
    mere dushman mere bhai mere humsaye
    chehro ke dilo ke yeh patthar yeh jalte ghar
    barbadee ke sare manjar sab mere nagar sab tere nagar yeh kehte hain
    iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar
    kab tak nafrat kaa yeh agrak
    iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar
    ham apne apne kheto me gehu kee jagah chawal kee jagah
    yeh banduke kyon bote hain
    jab dono hee kee galiyo me kuchh bhukke bachche rote hain
    kuchhbhukhe bachche rote hain
    aa khaye kasam, abb jung nahee hone paye - (2)
    aur uss din kaa rasta dekhe, (jab khil uththe tera bhee chaman -2)
    tera bhee watan mera bhee watan, mera bhee watan tera bhee watan
    tera bhee watan mere bhee watan

    ho ho ho.....
    mere dost mere bhai mere humsaye - (2)
    ho ho ho..... hmm... aa...
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mere dushman mere bhai mere mp3 song, Mere dushman mere bhai mere lyrics, Mere dushman mere bhai mere Lyrics, Lyrics Mere dushman mere bhai mere, Mere dushman mere bhai mere hindi lyrics, Mere dushman mere bhai mere hindi movie songs, Mere dushman mere bhai mere bollywood songs, Mere dushman mere bhai mere bollywood songs lyrics Download Mere dushman mere bhai mere mp3 song