BollywoodTarane

    Download Mere Desh Ka Jawab Nahi song

    Jai Jawaan Jai Kisaan 2015

    Free Mere Desh Ka Jawab Nahi mp3 song

    We presents for now Mere Desh Ka Jawab Nahi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mere Desh Ka Jawab Nahi
    Artist : XYZ
    Save As
    Mere Desh Ka Jawab Nahi Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mere Desh Ka Jawab Nahi
    Song Lyrics Movie = Jai Jawaan Jai Kisaan (2015)
    Singers = Aman Trikha
    Song Lyricists = Kishan Paliwal
    Music Composer = Girish Saikia, Rupesh Verma
    Director = Milan Ajmera
    Music Label = Zee Music Company
    Starring = Jatin Khurana, Om Puri, Prem Chopra, Rati Agnihotri,
    Rishi Bhutani, Sanjay Chakraborty, Akhilesh Jain
    Release on = 6th February, 2015


    Mp3 Song Lyrics


    O, mere desh ki dekho aan shan
    Yahan desh bhakt den hass ke balidan
    Iss desh mein adbudh hai shakti
    Iss desh ki chandan si mitti
    Mere desh ko duniya karre parnam hoo

    Iska koi hissab nahi
    Mere desh ka jawab nahi
    Mere desh ka jawab nahi

    O yahan laggte shaheedo ke mele hoo ho
    O yahan laggte shaheedo ke mele
    Tyohar yahn ke albele
    Kabhi id diwali raakhi hai
    Kabhi lohri holi baisakhi hai
    Kabhi id diwali raakhi hai
    Kabhi lohri holi baisakhi hai

    Sanskriti yahan ki hai mahan
    Atithi bhi hai dev samman
    Mera desh gaaon mein bassta hai
    Dilo mein pyar barasta hai
    Dilo mein pyar barasta hai

    Yahan shankh bajje hai mandir mein
    Hoti hai rajjane masjid mein
    Yahan pathar mein bhi bhagwan hai
    Yahan geeta hai bibal hai kurana hai

    O mitro pe jaan lutaa de ham
    Dushman ko maar bhaga de ham
    Har narr mein yahan shivaji jai
    Har naari mein laxmi baai hai

    Yahn prem ki amar missale hain
    Yahn dil wale hain matwale hain
    O yahn heera aur ranjha ke kisse
    Soni mahiwal ke charche hain

    Uttar mein parvaton ka raaj hai
    Dakhin ko saagar pe naaz hai
    Purab mein hai suraj ki laali
    Parchim ki chatha bhi hai niraali

    Ham punjabi hai
    Aur hain bangali
    Ham mandrasi hain
    Aur hain marathi

    Ham hazaro bhasha bhashi hain
    Par ham saare bharat vassi hai
    Par ham saare bharat vassi hai

    O mere desh ka jawab nahi
    Mere desh ka jawab nahi
    O mere desh ka jawab nahi
    Mere desh ka jawab nahi
    Ho mere desh ka jawab nahi
    Mere desh ka jawab nahi
    Mere desh ka jawab nahi....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mere Desh Ka Jawab Nahi mp3 song, Mere Desh Ka Jawab Nahi lyrics, Mere Desh Ka Jawab Nahi Lyrics, Lyrics Mere Desh Ka Jawab Nahi, Mere Desh Ka Jawab Nahi hindi lyrics, Mere Desh Ka Jawab Nahi hindi movie songs, Mere Desh Ka Jawab Nahi bollywood songs, Mere Desh Ka Jawab Nahi bollywood songs lyrics Download Mere Desh Ka Jawab Nahi mp3 song