BollywoodTarane

    Download Mere Banne Ki Baat song

    Gharana 1961

    Free Mere Banne Ki Baat mp3 song

    We presents for now Mere Banne Ki Baat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mere Banne Ki Baat
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Mere Banne Ki Baat Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mere Banne Ki Baat
    Song Lyrics Movie = Gharana (1961)
    Singers = Asha Bhosle, Shamshad Begum
    Song Lyricists = Shakeel Badayuni
    Music Composer = Ravi Shankar Sharma
    Director = S S Vasan
    Music Label = Saregama
    Starring = Rajendra Kumar, Asha Parekh, Raj Kumar,
    Shobha Khote, Agha, Minu Mumtaz
    Release on = 22nd February, 1961


    mp3 songs


    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai

    Kyu na ho uski shan anokhi unche gharane wala hai
    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai

    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Uske gore mukhade ke aage chand ka rang bhi kala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai

    Dekh samdhan tu mere samne sekhi na jata
    Kon sur khab kapar teri dulhan me hai laga

    Usko duniya me koi puchhane wala hi na tha
    Usko duniya me koi puchhane wala hi na tha

    Wo to dulha ko dua de jo use bayah laya
    Wo to dulha ko dua de jo use bayah laya

    Teri bani ke gal hai papad, tedi medi aankhe hai
    Aeji tedi medi aankhe hai, aeji tedi medi aankhe hai

    Oo nak pakoda hoth hai sukhe uljhi uljhi julfe hai
    Aeji uljhi uljhi julfe hai, aeji, uljhi uljhi julfe hai

    Mera banna hai wo shajada jo najo ka pala hai
    Mera banna hai wo shajada jo najo ka pala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Dekh banno mere aage tu badi bat na kar
    Aisa hai tera bana jaise ho bura bandar

    Karke shadi kiya ahshan dulhan ne us par
    Karke shadi kiya ahshan dulhan ne us par

    Warna aise ko bhala kon banata shohar
    Warna aise ko bhala kon banata shohar

    Tere banne ki unth si gardan, saras jaisi tange hai
    Aeji, saras jaisi tange hai, aeji saras jaisi tange hai

    Chuhe jaise kan hai uske, kchhuye jaisi chale hai
    Aeji, kchhuye jaisi chale hai, aeji kchhuye jaisi chale hai

    Mere banne ka najuk mukhada albela matwala hai
    Mere banne ka najuk mukhada albela matwala hai

    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai

    Baith sidhi ari samdhan na dikh ye garmi
    Man le har tu ab chhod de ye hathdharmi

    Ja ri ja mai nahi in bato se dabne wali
    Ja ri ja mai nahi in bato se dabne wali

    Tere muh kon lage yu na dikha besharmi
    Tere muh kon lage yu na dikha besharmi

    Ha mere banne ki sas nikammi, sasure hai das number ke
    Aeji, sasure hai das number ke ha, ha sasure hai das number ke

    Mere banni ki nanad nikhatu dhang bure hai ghar bharke
    Aeji, dhang bure hai ghar bharke ha, ha dhang bure hai ghar bharke

    Oo ho, teri dulhan ka sara gharana aafat chhipakar pala hai
    Teri dulhan ka sara gharana aafat chhipakar pala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai

    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
    Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
    Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mere Banne Ki Baat mp3 song, Mere Banne Ki Baat lyrics, Mere Banne Ki Baat Lyrics, Lyrics Mere Banne Ki Baat, Mere Banne Ki Baat hindi lyrics, Mere Banne Ki Baat hindi movie songs, Mere Banne Ki Baat bollywood songs, Mere Banne Ki Baat bollywood songs lyrics Download Mere Banne Ki Baat mp3 song