BollywoodTarane

    Download Mera chhota sa ghar song

    Aaj Ki Awaaz 1984

    Free Mera chhota sa ghar mp3 song

    We presents for now Mera chhota sa ghar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mera chhota sa ghar
    Artist : XYZ
    Save As
    Mera chhota sa ghar Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Mera chhota sa ghar
    Song Lyrics Movie : Aaj Ki Awaaz 1984
    Singers : Mahendra Kapoor
    Song Lyricists : Hasan Kamal
    Music Composer : Ravi Shankar Sharma
    Director : Ravi Chopra
    Starring : Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar
    Release on : 7th September, 1984

    Mp3 songs


    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Najar lage na duniya ki
    Yuhi hasti rahe bahar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar

    Pyar ka suraj pyar ka chanda
    Pyar ke din or rate
    Pyar ka ugna pyar ke dware
    Pyar ki sari bate
    Is pyari si duniya mein
    Sabse pyara apna pyar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Mera chhota sa ghar
    Chhota chhota sa sansar

    Chhoti si ye rani
    Ek din banegi dulhaniya
    Chhoti si ye rani
    Ek din banegi dulhaniya
    Hatho mein kangna khankega
    Pairo me panjaniya
    Raja ji lekar ayenge doli aur kahar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar

    Chhoti chhoti asaye hai
    Chote chote sapne
    Chhoti chhoti asaye hai
    Chote chote sapne
    Chhoti chhoti khusiya hai
    Aur chote dukh sukh apne
    Jo pal aye hasta aye
    Lekar rang hazar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Najar lage na dunia ki
    Yuhi hasti rahe bahar
    Mera chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar
    Chhota chhota sa ghar
    Mera chhota sa sansar..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mera chhota sa ghar mp3 song, Mera chhota sa ghar lyrics, Mera chhota sa ghar Lyrics, Lyrics Mera chhota sa ghar, Mera chhota sa ghar hindi lyrics, Mera chhota sa ghar hindi movie songs, Mera chhota sa ghar bollywood songs, Mera chhota sa ghar bollywood songs lyrics Download Mera chhota sa ghar mp3 song