BollywoodTarane

    Download Mera Naam Hai Jamila song

    Night In London 1967

    Free Mera Naam Hai Jamila mp3 song

    We presents for now Mera Naam Hai Jamila mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mera Naam Hai Jamila
    Artist : XYZ
    Save As
    Mera Naam Hai Jamila Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mera Naam Hai Jamila
    Song Lyrics Movie = Night In London (1967)
    Singers = Lata Mangeshkar
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
    Director = Brij
    Music Label = Saregama
    Starring = Mala Sinha, Biswajeet, Johnny Walker, Helen
    Release on = 3rd January, 1967

    mp3 songs

    O o o o
    O o o o

    Yaar ki nigaahon mein
    Pyaar ki mehfil mein
    Saahib main rehti hoon
    Aashiqon ke dil mein
    Aur mera naam hai jamila
    Jamila jamila.

    Yaar ki nigaahon mein
    Pyaar ki mehfil mein
    Saahib main rehti hoon
    Aashiqon ke dil mein
    Aur mera naam hai jamila

    Aaye agar aap ko yaad ye nazneen
    To dhoond le poochne ki
    Zaroorat nahi
    Aap ke kareeb
    Kahien na kahin
    Aap ke kareeb
    Kahin na kahin
    Aap hain jahaan
    Main hoon wahin

    Yaar ki nigaahon mein
    Pyaar ki mehfil mein
    Saahib main rehti hoon
    Aashiqon ke dil mein
    Aur mera naam hai jamila

    Har ek dil ko
    Dhadakne ki aadat hui
    Main jis gali se bhi guzri
    Qayamat hui
    Log nazre bichhaane lage
    Log nazre bichhaane lage
    Haal dil ka sunaane lage

    Yaar ki nigaahon mein
    Pyaar ki mehfil mein
    Saahib main rehti hoon
    Aashiqon ke dil mein
    Aur mera naam hai jamila

    Ik baar aisa hua
    Ek chaman ka gulaab
    Kehne laga husn mera
    To hai laajwaab
    Us ka guroor wo saara gaya
    Us ka guroor wo saara gaya
    Ek hi nazar mein maara gaya

    Yaar ki nigaahon mein
    Pyaar ki mehfil mein
    Saahib main rehti hoon
    Aashiqon ke dil mein
    Aur mera naam hai jamila
    Jamila jamila...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mera Naam Hai Jamila mp3 song, Mera Naam Hai Jamila lyrics, Mera Naam Hai Jamila Lyrics, Lyrics Mera Naam Hai Jamila, Mera Naam Hai Jamila hindi lyrics, Mera Naam Hai Jamila hindi movie songs, Mera Naam Hai Jamila bollywood songs, Mera Naam Hai Jamila bollywood songs lyrics Download Mera Naam Hai Jamila mp3 song