BollywoodTarane

    Download Mera Mahi Bada song

    Dhaai Akshar Prem Ke 2000

    Free Mera Mahi Bada mp3 song

    We presents for now Mera Mahi Bada mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mera Mahi Bada
    Artist : Anuradha Paudwal
    Save As
    Mera Mahi Bada Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mera Mahi Bada
    Song Lyrics Movie = Dhaai Akshar Prem Ke
    Singer = Anuradha Paudwal
    Song Lyricists = Sameer
    Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
    Director = Raj Kanwar
    Music Label = T-Series
    Starring = Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai Bachchan, Amrish Puri etc.
    Release on = 17th October, 2000

    mp3 songs

    Aah aah aah aah aah
    Meraa mahee bada sona hai, aaja aaja ve mahee aaja
    Sone peh dil khona hai, aaja aaja ve channa aaja
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai
    Mere yar sa, dildar sa naa koyee hona hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai

    Aaja aaja ve mahee, aaja aaja ve channa aaja
    Aaja aaja ve sajna ve, aaja aaja ve mahee aaja
    Aaja ve channa aaja aaja aaja ve sajna

    Hatho ke chudee khanka de, mehndee kaa rang khila de
    Bindiya meree chamka de, barso kee pyas bujha de
    Meraa ang ang maheka de, hatho ke chudee khanka de
    Manmit ke, mujhe prit ke sapno ko sajana hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai
    Mere yar sa, dildar sa naa koyee hona hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai

    Aaja aaja ve mahee, aaja aaja ve channa aaja
    Aaja aaja ve sajna ve, aaja aaja ve mahee aaja
    Aaja ve channa aaja aaja aaja ve sajna

    Jogi kaisa rog laga, peed sahee naa jaye re
    Jogan ban mai bhayee banwari, jog bada tadpayi re
    Aas lagaye, naina bichaye, tars rahe hai raho me

    Aaja aaja ve mahee, aaja aaja ve channa aaja
    Aaja aaja ve sajna ve, aaja aaja ve mahee aaja
    Aaja ve channa aaja aaja aaja ve sajna

    Duree sahee naa abb jaye, pal pal judayee tadpaye
    Tanhai dard bhadaye, tan mann me aag lagaye
    Koyee jake usko samjhaye, duree sahee naa abb jaye
    Abb toh mujhe mehbub kee honto ko bhigona hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai
    Mere yar sa, dildar sa naa koyee hona hai
    Meraa mahee bada sona hai, sone peh dil khona hai

    Aaja aaja ve mahee, aaja aaja ve channa aaja
    Aaja aaja ve sajna ve, aaja aaja ve mahee aaja
    Aaja ve channa aaja aaja aaja ve sajna

    Aaja aaja ve mahee, aaja aaja ve channa aaja
    Aaja aaja ve sajna ve, aaja aaja ve mahee aaja
    Aaja ve channa aaja aaja aaja ve sajna


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mera Mahi Bada mp3 song, Mera Mahi Bada lyrics, Mera Mahi Bada Lyrics, Lyrics Mera Mahi Bada, Mera Mahi Bada hindi lyrics, Mera Mahi Bada hindi movie songs, Mera Mahi Bada bollywood songs, Mera Mahi Bada bollywood songs lyrics Download Mera Mahi Bada mp3 song