BollywoodTarane

    Download Maurya Bappa Maurya Re song

    Don 2006

    Free Maurya Bappa Maurya Re mp3 song

    We presents for now Maurya Bappa Maurya Re mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maurya Bappa Maurya Re
    Artist : Shankar Mahadevan
    Save As
    Maurya Bappa Maurya Re Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Maurya Re
    Song Lyrics Movie = Don (2006)
    Singers = Shankar Mahadevan
    Song Lyricists = Javed Akhtar
    Music Composer = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
    Director = Farhan Akhtar
    Music Label = T-Series
    Starring = Shahrukh Khan, Priyanka Chopra, Arjun Rampal,
    Isha Koppikar, Boman Irani
    Release on = 20th October, 2006


    mp3 songs


    Mere sare palchhin sare din, tarsenge sunle tere bin
    Tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    Agle baras aana hai, aana hee hoga
    Tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    Agle baras aana hai, aana hee hoga
    Dekhengee teree rahe pyasee pyasee nigahe
    Toh man le too man bhee le kehna mera
    Laut ke tujhko aana hai, sunle kehta divana hai
    Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    Morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey
    Morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey

    Ho khushiyo ke din ho ke ghum kaa jamana
    Dil bas leta hai nam tera, tere hee karan hai jivan suhana
    Too hee toh mann me tan mann me basa, har ghadee dhyan rahe tera
    Mai hu tera chahanewala japta hu teree mala
    Toh man le too man bhee le kehna mera
    Laut ke tujhko aana hai sunle kehta divana hai
    Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    Ho morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey
    Morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey

    Too hee toh karta hai puree har aasha, too hee toh beda par kare
    Too hee to samjhe jo mann kee hai bhasha
    Too hee toh dhadkan dilo kee suney
    Tujhse hai duniya me kya chhupa
    Abb mai tujhse kya mangu, too mera mai tera hu
    Toh man le too man bhee le kehna mera
    Laut ke tujhko aana hai sunle kehta divana hai
    Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    Ho morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey
    Morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey
    Tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    Agle baras aana hai aana hee hoga
    Tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    Agle baras aana hai aana hee hoga
    Ek don tin char ganpatee ki jayjaykar
    Pach chhe sat aath ganpatee hamare sath.......


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maurya Bappa Maurya Re mp3 song, Maurya Bappa Maurya Re lyrics, Maurya Bappa Maurya Re Lyrics, Lyrics Maurya Bappa Maurya Re, Maurya Bappa Maurya Re hindi lyrics, Maurya Bappa Maurya Re hindi movie songs, Maurya Bappa Maurya Re bollywood songs, Maurya Bappa Maurya Re bollywood songs lyrics Download Maurya Bappa Maurya Re mp3 song