BollywoodTarane

    Download Mat Poochh Ke Kiske song

    Meharbani 1950

    Free Mat Poochh Ke Kiske mp3 song

    We presents for now Mat Poochh Ke Kiske mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mat Poochh Ke Kiske
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Mat Poochh Ke Kiske Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mat Poochh Ke Kiske Ashiq Hai
    Song Lyrics Movie = Meharbani (1950)
    Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Ravindra Jain
    Director = A. Nairang
    Music Label = Saregama
    Starring = Mahendra Sandhu, Sarika,
    Narendra Nath, Bindu, Randhir, Urmila
    Bhatt, Nasir Hussain, Brahmachari,
     Bharat
    Release on = 13th May, 1982


    mp3 songs


    ((Mat puchh ke kiske aashiq hai
    Mat puchh ke kiske aashiq hai
    Chup rehana hamara kaafi hai
    Chup rehana hamara kaafi hai
    Ek pardanshi ka pardanshi pardanshi
    Ek pardanshi ka raaz hai ham
    Bas itna ishaara kaafi hai
    Bas itna ishaara kaafi hai
    Mat puchh ke kiske aashiq hai

    Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi
    Yaha pardanshi to lakho hai
    Yaha pardanshi to lakho hai
    Kaliyo mein khushboo pardanshi
    Aankho mein hai aansu pardanshi
    Main pardanshi tu pardanshi
    Main pardanshi tu pardanshi
    Har ek guftgu pardanshi
    Har ek guftgu pardanshi
    Har dil mein mohabbat pardanshi
    Har dil mein mohabbat pardanshi
    Dilbar ki inayat pardanshi
    Dilbar ki inayat pardanshi
    Pardanshi pardanshi

    Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi
    Yaha pardanshi to lakho hai
    Phir kaise ishaara kafi hai
    Phir kaise ishaara kafi hai
    Gar raaz khule to baat bane baat bane
    Gar raaz khule to baat bane
    Yeh kehana hamara kaafi hai
    Chup rehana hamara kaafi hai
    Mat puchh ke kiske aashiq hai

    Koi aur kahe is se pehale
    Tum dil ki haqiqat khud keh do
    Koi aur kahe is se pehale
    Tum dil ki haqiqat khud keh do
    Jise karte ho sajde chhup chhup kar
    Hai kaun si surat khud keh do
    Hai kaun si surat khud keh do
    Hai kaun si surat khud keh do
    Is betaabi ke aalam mein
    Is betaabi ke aalam mein
    Jo waqt guzara kaafi hai
    Jo waqt guzara kaafi hai
    Gar raaz khule to baat bane

    Aahe aansu dard jigar ka
    Ishq mein hai saugaate
    Tode takhti fade kagaz
    Phenk de kalam dawati
    Ek kalab mehboob ki rakhe
    Din ho chahe rate
    Ishq na yaar ka mazhab puchhe
    Na hi puchhe jaati
    Ishq gar raaz hai to use
    Parde mein hi rehana chahiye
    Kisi ka raaz hai muh se
    Yeh bhi to nahi kehana chahiye

    Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
    Chehare se haya ho jaate hai
    Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
    Chehare se haya ho jaate hai
    Suli bhi ishq mansoor ishq
    Suli bhi ishq mansoor ishq
    Musa bhi ishq kohetur ishq
    Musa bhi ishq kohetur ishq
    Har husn ki aankh ka noor ishq
    Har husn ki aankh ka noor ishq
    Hai masti mein matmoor ishq
    Hai masti mein matmoor ishq
    Nazdik nahi hai door ishq
    Nazdik nahi hai door ishq
    Aur ishq mein chkna choor ishq
    Aur ishq mein chkna choor ishq
    Puchho jo hqiqat ishq ki to
    Hai maula ko manzoor ishq
    Hai maula ko manzoor ishq
    Hai maula ko manzoor ishq

    Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
    Chehare se haya ho jaata hai
    Hotho pe magar ho khamoshi
    Nazro se baya ho jaata hai
    Nazro se baya ho jaata hai
    Nazro se baya ho jaata hai
    Is raaz ko raaz hi rehane do
    Is raaz ko raaz hi rehane do
    Puchho na dobaara kaafi hai
    Puchho na dobaara kaafi hai
    Gar raaz khule to baat bane

    Hai ishq na paas tu aur bada
    Tu husn ka loha man bhi ja
    Hai ishq na paas tu aur bada
    Tu husn ka loha man bhi ja
    Is husn ka rutba bade kare
    Is husn ka rutba bade kare
    Jo ishq pe sajda kare kare
    Jo ishq pe sajda kare kare
    Saaki bhi husn maikhan bhi husn
    Saaki bhi husn maikhan bhi husn
    Har phool husn gulzar husn
    Har phool husn gulzar husn
    Mumtaz nahi tumtaar husn
    Mumtaz nahi tumtaar husn
    Khuddar bhi hai dildar husn
    Khuddar bhi hai dildar husn
    Nahi husn to duniya mein kuchh bhi nahi
    Hai khas khuda ka yaar husn
    Hai khas khuda ka yaar husn
    Hai khas khuda ka yaar husn

    Hai ishq na paas tu aur bada
    Tu husn ka loha man bhi ja
    Hai dono ka mazhab ek wafa
    Aa uth kar mujhko gale se laga
    Aa uth kar mujhko gale se laga
    Tu mera khuda mian tera khuda...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mat Poochh Ke Kiske mp3 song, Mat Poochh Ke Kiske lyrics, Mat Poochh Ke Kiske Lyrics, Lyrics Mat Poochh Ke Kiske, Mat Poochh Ke Kiske hindi lyrics, Mat Poochh Ke Kiske hindi movie songs, Mat Poochh Ke Kiske bollywood songs, Mat Poochh Ke Kiske bollywood songs lyrics Download Mat Poochh Ke Kiske mp3 song